Assalam-o-Alaikum

Mere pas Windows Server 2003 hai with DHCP & Domain...Is server k naam ABC hai, main ek or server apnay network lagana chah raha hoon jis k paas bhi same isi server k rights hoo....Us server XYZ ko bananay k maqsad DHCP ya DOMAIN configuration nahi hai balkay kuch Software hai jo us main install karnay hain or usay Client access karain gay....Ek cheeez or bata doon k server ABC or Server XYZ dono apas main hand shake hoon gay mean k SQL ki table se kuch data ABC read karay ga or kuch data XYZ read karay ga...mian configuration ki hai but woh servedr bananay nahi day raha woh as a Terminal treat kar raha jis ki waja se ABC ki SQL ko regestered karna parra XYZ jo main nahi chah rha....I want just this k XYZ hamaray network p aa jai as a SERVER but woh ABC kay khaas component e.g SQL ya etc etc ko access na kar sakay (Security point of view) se..... plz complete detail batain k kis tarah Network p attach karoon kaise configure karoon i.p same rakhoon yaa change karoon etc etc Plz detail main batain agar hoo sakay to Snap shot Plz.........