q.9 ek fit gehra ghara khod deto bataye is mein say kitni mitti niklay gi?
Ghara khali hai, lehaza koi mitti nahi niklay ge.
q.10 dinmark k bashinday ko (dane) kehtay hain..bataye (pole) kis mulk k bashinday ko kaha jata hain?
Denmark ka koi bhi shehri DANE kehlata hai.
q.11 ek aadmi 10 hazaar gaz kapra ek million rupay mein khareedta hain..bataye wo 10 lakh rupay mein kitna kapra khareeday ga?
10 lakh aur 1 Million ek hi cheez hai.
q.15 multiplication is the short way to do?
Addition
q.17 aabadi k lihaz say pakistan ka sab say bara seher konsa hain?
Karachi
q.19 wo konsa hunar mand hai jo dosro k kam to aata hain lekin wo is hunar ko apnay liye istimal nai kar sakta?
Qabar khodnay wala, Gor kan
q.20 iftikhar ki umar only 20 saal hai magar is umar tak pohonchnay mein is nay only 5 martaba apni saalgirah mana saka hain bataye kyu?
Wo 29 Feb ko paida huwa tha
q.21 8 jhonpriya gira kar agar 4 makan bantay hai to bataye esi 40 jhonpriya gira kar kitnay makan banegay?
20
q.25 ek aalo or sangtray mein kya farq hain?
Aloo jarh (root) hai aur sangtara (orange fruit hai
اگر آپ سوالات مکمل انگریزی میں یا اردو رسم الخط میں لکھتے تو میں شائد مزید جواب دے پاتا۔ میری رومن اردو پڑھنے کی صلاحیت بہت کمزور ھے۔
Bookmarks