itd manegment se or mod's se ye puchna chahta hun k main nay parha tha k vip ka rank un ko diya jata hai jnho nay koi unique kam kiya ho,
main jana chahta hun k unique work se kaya matlab main aisa kon sa kam karu jo mujhay koi rank milay.

app ko bikul rank milsakta hae lakin is ke liay app ko mehnat karni hogi apni zadah se zadah post urdu main karain is ke liy inpage use karin .itsection main zaidah post karin member ke saat acha taluq rakayin rules ke kihlaf koi post na karin pher inshallah app ka kam deaktay howay app ko rank mil sakta hay
Agree With Fatima Baji
آئی ٹی دنیامیں سیگنیچرز میں اتنے بڑے سائز کی امیج لگانا سختی کے ساتھ منع ہے۔۔۔آئی ٹی دنیا ٹیم
nice sharing
thnks
Asslamo Alaikum!
Very nice question main yeh nahin chahta keh main ban jaon main to yeh chahta hoon keh aap jesa benda jo keh ITD ko time bhi de aur logon ke meslay bhi hal karay ko hi hoan chahiay.
Aap please koshish jari rakhiay main bhi aap ke liya dua go hoon.
Jee Bulkul Mehnat Jaari Rakhein Tu Aik Din Inshallah Zaroor Upar Tak Jaein Gay.
Meri Duaein Aap K Saath Hain.
HAFEEZ
yaar rank kya hai app rank hasil ker k kya mille ga:-j ap bas apni mehnat karo aur enjoy karo)))
Bookmarks