[IMG]http://www.************/uploads/f5efcfc73a.gif[/IMG]
yaar yeh problem mere sath bhi kuch din pehle huwa tha lekin abhi saheeh hogaya hai
per sir humaray saat ya kuch din ziyada nahi 1 month honay wala ha but hum nay kahe aur try ke wahan per open ho gaya
wasay thanks advice k lia any other????????
aap yeh thread check karain , aap ka hal mojod hai
http://www.itdunya.com/showthread.php?t=8699&page=7
koe faida nahi howa sir g wohe error aa raha ha baar baar ....... hum nay aap k dea howa link say download kia aur phir run kia aur run per command bhi likhe
regsvr32 softpub.dll
DllRegisterServer in softpub.dll succeeded ka message bhi dia
pc restart bhi kia per error wohe ha
Trouble shoot bhi aata ha kabhi kabhi us per click karo to ya message aata ha
laikin is per koe aur id Sign in ho rahe ha ab kia karain ????? ?
agar koi aur ID sign horaha hai aur sirf aap ka ID signin naheen horaha, aur agar aap ka id doosray pc par saheeh chalta hai magar sirf aap kay pc par sahee naheen chalta to yeh karain
temporary internet files aur cookies delete kardain
aur C:\Documents and Settings\sheeda\Local Settings\Temp ko bhi delete karain aur c:\Documents and Settings\sheeda\Contacts main aap kay id kay naam say aik folder hoga us ko bhi delete kardain.
yeh tamam kam karnay say pehlay Tools- Folder Options-View main jakar "Show hidden files and folders" click karlain. Aur haan oper link main sheeda ka jagah apna windows ka user name dalain.
ji Dostoon Aik Chota Sa Hul Mei Batata Hoon,shaid Aap Ka Masla Hal Hoo Jaye,oor Ager Hal Ho Geya Tou Please Zaroor Bataye Ga,tou Junab Aap Apnay Computer Ki Date Oor Time Set Kerain Oor Phir Msn Messenger Per Login Kerain,
Mughay Ummed Hai Kai Aapka Masla Hal Hoo Jaye Ga,just Try It.:d
date time too theek ha sir g aap bhi daikh lain
hmm sir g internet temp file bhi delete kar de cookies bhi delete de aur contact per id k naam say aaikh folder bhi tha woh bhi delete kar dea .............. phir bhi nahi chala aur too aur temp per bhi aaikh messenger k naam say folder tha us per say bhi sab file delete kar de phir bhi nahi ...................
wasy sir hum nay windows bhi new install kar le ha aur to aur dmsn windows msn windows live, windows 7.0, 7.5, 8.0, aur pata nahi kon kon sa messenger per ya problem sumagh nahi aae laghta ha again windows formate karna hoge
aur kise ko ager sumagh aahy too zaroor batana ya kia problem ha msn per g
Bookmarks