irfan bangash said:
DVB ka matlab Digital Video Broadcasting hain. ye computer main (CPU) main lagta hai , ye satellite receiver ka kam karta hai , is k sath app ko 6ft ya 8ft ki dish lagni parey gi , dish ki tar DVB card main lagti hai , jo channel open nahi hain os ko hum sharing k raziye open karety hain free main , CCLINE ya Dline k zariye , DVB card ka fayda ye hai k bar bar receiver change nahi karna parta , HD channel be atey hain HD channel ka receiver 25000/- se 80000/- tak malta hai jo bohat costy hain , app is main net be used kar sakhety hain net ki uploadind download bohat ziyada hoti hai
Bookmarks