Library book record rakhnay k liay aik software chahiay.jo kitabon k nam urdu main likh sakta ho.
JAZAKALLAH
Library book record rakhnay k liay aik software chahiay.jo kitabon k nam urdu main likh sakta ho.
JAZAKALLAH
paisay ka hoo jaey tou chalay ga
Umeed hai app tek hon gay
yaar buht hi afsos ki baat hai phlay ya to soch layty k kis fourm maine ya baat kar rhy ho
yaar mujy ksi dost nay kha tha to maine nay socha chlo idr requst submit krta hon koi to bahi asa ho ga jis k passs koi asa software ho
laken mujy kya pta tha yhna biznas mans be mjod hen
thanks muujy nahi chya app say
Rahman bhai sorry humen to is ke bare men itna kuch nahin pata magar visual basic use kar ke apna banaya jaa sakta hai magar us men har book ki link save kii ja sakti hai ki book name par click karne se us book ki link aajaye.
Aap please hallianonline kii baat ki waja se itdunya ko bura mat samjhiyega, har member aesa nahin hota.
Thanks.
~* W@R T!ll D3@t|-| *~
~* I'll Win Not Immediately But Definitely *~
yaar english wala hi day do lakeen hona acha chya
humare pass is waqt hai nahin aor is ke liye visual basic use karna hoga aor direct banate waqt humen links aor book names dene hongen.
agar kabhi changing karna chahen to humen visual basic se hi karni hongin.
ye size men buhut hi samll hota hai.
100 book names aor links bhi 1 mb use mushkil se karengin.
may be is jesa koi software prepared ho!
I am so sorry Rehman bahi
meri baat ko aap nay ghalat sense mai lia hai
mai yeh pooch raha tha k aap internet say purchase kerna chatay hain ya aap ko bana k diya jaey
meray pass already aik library system ka software hai lakin urdu version mai nai hai
Internet pay mai nay kafi software is type k dekhay hain jo urdu mai hain lakin woh paisay letay hain
Bookmarks