Page 1 of 5 1234 ... LastLast
Results 1 to 12 of 55

Thread: A Letter By Shaikh Raheel Ahmad To Mirza Masroor Ahmad

  1. #1
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default A Letter By Shaikh Raheel Ahmad To Mirza Masroor Ahmad

    SALAM dosto..ye 1 aur saboot hai jo ke main pesh kar raha hoon..
    ye letter shaikh raheel ahmad sahb ka likha howa hai jo ke sabiq qadyani thay aur abb alhumdolilla muslim hain.ye unhon ne mirzaion ke 5th khalifah mirza masroor ko likhaa...
    aap sabb isse parhein aur haqeeqat jaanein..
    sacha mane ya na mane ... maine aap takk haqaiq lane hain.
    aur khatm e nubuwwat (SAW) ka paigham pohanchana hai.
    ALLAH PAAK humein iss mozi fitne se bachaein.AMEEN
    Attached Images Attached Images      
    Last edited by Fasih ud Din; 7th June 2010 at 10:31 PM.

  2. #2
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    page 5 , 6 , 7
    Attached Images Attached Images    

  3. #3
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    page 8 , 9 , 10
    Attached Images Attached Images    

  4. #4
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    53
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default

    Masha ALLAh & Jazak ALLAH
    ALLAH har 1 ko haq baat qubul karnay ki tofeeq day aamin

  5. #5
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Thanked
    0

    Default

    Allah O Akbir.... Muhammad p.b.u.h Allah kay akhari nabi haien.. khtim ul nabeeyeen haen. p.b.u.h.......

    app nay modul'lil saboot paish ker kay Qadiaan ko huq baat samijnay kay leay aik aur dawat di hay. Allah app ko jaza day ...


    jari rakhain...

  6. #6
    ~*SEEP*~'s Avatar
    ~*SEEP*~ is offline Senior Member+
    Last Online
    7th March 2016 @ 07:32 PM
    Join Date
    13 Nov 2006
    Location
    Khawaboon Main ...
    Posts
    13,136
    Threads
    745
    Credits
    -20
    Thanked
    410

    Default

    Assalam-O-Allykom Wr Wb
    Masha Allah Bahut Hi Achi Sharing Hay
    Allah Pak Een Bhatkay Hoy Logoon Ko
    Rah-e-Rast Par Layy.....(Aameen)

  7. #7
    sacha is offline Member
    Last Online
    26th August 2007 @ 12:21 PM
    Join Date
    11 Aug 2007
    Posts
    60
    Threads
    0
    Thanked
    0

    Arrow

    fasih bhai aap ne ye aik bohat zabardast thread post ki. main aap ki baat se mutafiq hoon ke mirza ghulam ahmad a.l ki kitabon main aik doosre se tazad nazar aata hai.... magar haqeeqat main yeh tazad tehreerat ko ghalt rang main parhne ki wajah se hota hai.

    iswaqt sab se bara maslah aap a.l ki nabuwwat ka hai. kioonkeh in tehreerat main kahin aap ne yeh dawa kia keh main nabi aur rasool hoon aur kisi main dawa kia keh main yeh nahin. aen zara ab lafz nabi ki haqeeqt janie:



    yehi woh hadees hai jis se nabi ke haqeeqi mani saaf ho jate hain. aik aur hadees e mubarkah hai "bani israel main kuch log aise thay jin se khuda kalam karta tha magar woh nabi nahin thay, aur meri ummat main woh shakhs umar bin khattab r.a hain" . dekhie is hadees se saaf zahir hai keh nabi ke maani us shakhs ke hain jis se khuda kalam kare ya kasrat se kalam kare. mohammad s.a.w ke zamane main khuda tala hazrat umar r.a se kalam karta tha, unko to aap s.a.w ne nah kaha keh aap naaozobillah jhoote hain. mere hote howe to kisi par wahi ya ilham nahin hosaktka. khuda se kalam ka darwaza to mere par band hogiya. balkeh khud hi isbaat ki tasdeeq bhi ki keh hazrat umar r.a ke saath khuda kalam karta hai beshak woh nabi nahin hain.
    yahan aik baat yaad rakhni chahiye keh agar kisi shahks se khuda kalam kare to usko hargiz apne aap ko nabi kehne ka ikhtiyar nahin. jab tak keh khuda khud use nabi ka darjah nah de. jaisa keh usnain mirza ghulam ahmad a.l ko to diya magar hazrat umar r.a se kalam ke bawajood unko nah diya. yeh sab khuda ki marzi se hota hai, insanon ka koi dakhal nahin. doosra yeh keh mohammad s.a.w ki wfat ke bad bhi hazrat omar r.a ko khuda ki taraf se wahi o ilham hote thay. to kia mohammad s.a.w ki wafat ke baad wahi o ailham ka darwaza band hogiya???????

    hazrat mirza ghulam ahmad sahib a.l ke saath khuda nain kasrat se kalam kia aur be shumar ilhamat o roya o kashoof se nawaza. aur phir aap a.l ne yeh dawa bhi kia keh main khuda ki taraf se masih ibne maryam ban kar aaya hoon aur hazrat isa a.l ki rooh mujh main phoonki gai hai. islie nabi ke haqeeqi mani ke lihaz se aap nabi hi howe. iski tasdeeq aap a.l ki us tehreer se hoti hai:



    yani nabi woh insan hai jo khuda taala se wahi pata hai. aur isi nabi ke maani ke lihaz se ham ahmadi aap ko nabi kehte hain.

    hazrat muhammad s.a.w ki ahadees mubarkah main jo yeh bar bar irshad howa hai keh aap s.a.w ke bad koi nabi nahin to is se murad aik nai nabuwwat aur aik nai shariat wala nabi hai!!!!!! jo keh mirza ghulam ahmad a.l nahin hain.

    ab sawal yeh uthta hai keh phir aap a.l kis qisam ke nabi hain? jawab ke lie dekhie:



    yani keh aap a.l aik tamsili nabi hain, aik haqeeqi nabi nahin hain. choonkeh aap a.l ko allah tala se kalam ka sharf barahirast nahin mila balkeh hazrat muhammad mustafa s.a.w ki atbaa ki wajah se mila hai, islie aap ummati nabi kehlain gai. koi nabuwwat wala haqeeqi nabi nahin! umid hai aap ko nabi ke maani samajh main agae hongai


    agla maslah aap ka khudai ke dawe ka hai:



    mirza ghulam ahmed sahib a.s nain alame kashaf main dekha tha keh main khuda hoon. kioonkeh ham dunya daron main se filhal koi bhi shakhs itna naik nahin keh kashf o ilham ke muqam tak pohanch sake islie ham nahin jan sakte keh alame kashaf kia hai. yeh yaqeenan khawab hi ki aik qisam hai magar jagte howe bhi daikha jata hai. agar koi khawab main dekhai keh woh khuda hai yah ban giya hai to us main uska kia qasoor??? khawab main to kuch bhi mumkin hai. aap to khawab main urr bhi sakte hain.... . kioonkeh khawab aap apni marzi se nahin daikhte. islie yeh gustakhi nahin. jo mirza ghulam ahmed sahib a.s ne daikha woh age beyan kardiya. simple.

  8. #8
    sacha is offline Member
    Last Online
    26th August 2007 @ 12:21 PM
    Join Date
    11 Aug 2007
    Posts
    60
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Arrow

    iski mazeed wazahat kelie original scans dekhie:







    yahan saaf likha kai mirza ghulam ahmad sahib a.s nain jo daikha keh main khuda hoon, woh mehaz aik rohani aur tamsili manzar tha nah ke haqeeqi!!

  9. #9
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote Doctor said: View Post
    Masha ALLAh & Jazak ALLAH
    ALLAH har 1 ko haq baat qubul karnay ki tofeeq day aamin
    AMEEN

  10. #10
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote real_light said: View Post
    Allah O Akbir.... Muhammad p.b.u.h Allah kay akhari nabi haien.. khtim ul nabeeyeen haen. p.b.u.h.......

    app nay modul'lil saboot paish ker kay Qadiaan ko huq baat samijnay kay leay aik aur dawat di hay. Allah app ko jaza day ...


    jari rakhain...

    shukriaaa

  11. #11
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote sobia shah said: View Post
    Assalam-O-Allykom Wr Wb
    Masha Allah Bahut Hi Achi Sharing Hay
    Allah Pak Een Bhatkay Hoy Logoon Ko
    Rah-e-Rast Par Layy.....(Aameen)

    shukriaa baaji

  12. #12
    ~*SEEP*~'s Avatar
    ~*SEEP*~ is offline Senior Member+
    Last Online
    7th March 2016 @ 07:32 PM
    Join Date
    13 Nov 2006
    Location
    Khawaboon Main ...
    Posts
    13,136
    Threads
    745
    Credits
    -20
    Thanked
    410

Page 1 of 5 1234 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 6
    Last Post: 3rd February 2020, 03:06 AM
  2. Arz meri Faisala aap ka (shiekh raheel ahmad)(RA)
    By i love sahabah in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 5
    Last Post: 21st May 2011, 04:56 PM
  3. Mirza Nasir Ahmad Ko Dawat e Islam
    By Fasih ud Din in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 14
    Last Post: 1st March 2011, 09:44 PM
  4. Mie jhoota hun (Mirza ghula ahmad qadyani lannati)
    By i love sahabah in forum Khatm-e-Nabuwat
    Replies: 7
    Last Post: 5th June 2010, 11:57 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •