mari externel hard disk ha jis mian bad sector han main nay us ko apnay desktop pc k sath connect kiya ha with usb cable partitionmagic sa sab kutch kiya lakin nai set hohi ha phir main nay it sa search kiya tu mujay bohaat si theread mili han k sea map sa bad sector katam karo lakin main nay us ko use kiya ha lakin kisi nay b ya nai baya k external hard ho tu us ko kasay karna ha 1 ya 0 yah kiya hard drive c d e tu kahen pa di hi nai ha tu kasay main us ko format karoon plz help me detail sa aur screen shot sath hoon tu kiya baat ha
Bookmarks