plz plz mujhay mushraf ki wo takrer ka link chaheay jo 2 ya 3 sal pahlay india kay sath jab jang lagnay walle thi to musharaf ki takrer say india k danth khatay ho gay thay or phir us takrer say india dar gia tha or wo jang say baz aa gia tha or jis say musharaf ko shohrat mili the pleez mujhay us ka link chaheay ager kisi k pas ha to plz send kar den main ap ka shukar guzar houn ga thnx
Bookmarks