as salam o alekum bhai,
kia n70 ma ye kaam kare ga?
as salam o alekum bhai,
kia n70 ma ye kaam kare ga?
yar bhai mani,bohut he zabardast,bohut bohut bohut shandar sharing ki hai ap ne,
mere n70ma lock khulnahi rahatha,har jaga dikhaya,ziada tar logon ne mana kerdiya k nahi hoga unlock,baqi sadar walay 300,400,500 rupees maang rahe they,
net pe bhi bohut try ki k koi software mil jaye ya kahin se madad mil jaye,lekin na koi madad mili aur na he koi software mila,
lekin ap ne to mera masla he hal ker dia,5 minutes k ander mera masla hal hogaya aur phone unlock ho gaya,
thanks a lot,
meri samajh ma nahi aa raha k mai kin alfaz ma ap ka shukriya ada karon,
bohut shukriya bhai,
ALLAH ap ko khush rakhay,AAMIN
check it...
Nice
bahi mery agher mobile lock ho tou install kasey ho ga
yahi tou batin install ho ga tou tab he unlock ho ga
thanx
nice
good
Bookmarks