Results 1 to 12 of 12

Thread: kya ye waqai mumkin hai k nahi

  1. #1
    don_log is offline Senior Member+
    Last Online
    8th February 2012 @ 01:00 AM
    Join Date
    17 Sep 2007
    Posts
    49
    Threads
    13
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Question kya ye waqai mumkin hai k nahi

    (salam)
    ummed hai k aap sab log thek thak ho ge
    INSHALLAH
    ME YE MALOOM KERNA CHAHTA HO K MERA AIK NET FRIEND HAI US NE MERI IP ADDRESS POCHA MENE US KO BATAYA K YE HAI US NE KAHA K AB TUMHARA PC KO CHOR DO KUCH NAHI KARO ME KERTA HO US NE MERA PC USE KERNA START KER DIYA OR US NE AIK WEBSITE KHOLI MERE PC ME ME BHI USE KER RAHA HO OR WO BHI YE KYA HO SAKTA HAI HACKING YA KUCH OR ????? MUJHE IS KA JAWAB DE AGAR AESA HO SAKTA HAI TO BOHAT ACHI BAT HAI MERA COUSIN IS SE HI KUCH SEKH JAE GA MUJHE KUCH LIKHNE KI ZARORAT NAHI HOGI ANY BODY TELL ME
    :goodluck:

  2. #2
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    40
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    jee han ye mumkin he

    aise kai softwares hen jin ke throgh ap net per kisi ka bhi pc control kar sakte hen

    lekin ager us ne ap se ip liya he to us ne zaroor pehle ap ko koi file send ki hogi

    jise server kehten aur hacking ke liye use karte hen

    ager ap apne kisi friend ka pc us ki razamandi se use karna chahte hen to is ke bhi kafi tareeqe hen

    ager ap windows ke through karna chahte hen like msn messnger ya phir email ke through to window ap ko ye facility deti he is ka complete tutorial yahan se check karen

    remote assistence

    is ke ilawa aik aur buhet acha tareeq he aur buhet asan aur buhet hi small

    pehle is software ko download karen

    download

    jab ap download ke bad ise open karenge to ap kesamne 2 option ayen ge

    1 join

    2 host


    jab ap host per click karen ge to ap ke pass ap ke pc ka name aye ga

    aur aik code aye ga

    jis friend ka pc ap control karna chahte hen use bhi same software chahye hoga

    jab wo use open kare ga us waqt ap use wo code jo host per show ho raha he use send karen

    wo apne join wale area me use paste kare ga

    phir wo wahan se connect per clickkare ga

    aur ap apne area host se connect per click karen

    bas thats it

    phir wo ap ka pc use kar sake ga screen dekh sake a aur file send aur recieve

    bhi kar sake ga

    ager ap us ka pc use karna chahte hen to us ke host

    wala code apne join wale area me paste kar den aur connect kar den



  3. #3
    don_log is offline Senior Member+
    Last Online
    8th February 2012 @ 01:00 AM
    Join Date
    17 Sep 2007
    Posts
    49
    Threads
    13
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    ye bat to aap ne sahi kahi hai aap keh rahe hai k us ne koi file send ki pehle to us ne kuch bhi nahi kiya or sirf ip address pocha or pc use kerna start ho gaya me ye kerna chahta ho k me bhi kisi dost ka pc istimal karo

  4. #4
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    40
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    mere bhai ap ko me ne itna bara tutorial isi liye diya he


    take ap ko pata chale ke apne friend ka pc use kese karna us ki razamandi ke sath


    aur ap abhi bhi ye pooch rahe hen ke friens ka pc kese use karoo


    aur jo ap ip wali bat kar rahe hen to mere bhai ye zaroori nahi ke ap ko pata chale us ke kafi tareeqe hen

    jo ap soch bhi nahi sakte aur wo me yahan share bhi nahi kar sakta becouse yahan allow nahi he

    aur ap ka ip lena wo bhi ap se bagher poochey ye bhi koi masla nahi he

    lekin mere bhai wo sab kuch yahan share nahi kiya ja sakta q ke ya hacking yahan allow nahi he ap is ko chor den

    q ke me ne pehle bhi kaha he ke friend ki razamandi se ap us ka pc use kar len

    jis ke liye me ne ap ko crossloop ke bare me batay he

    ap wo try q nahi kar rahe ? ager kuch samajh nahi aya too pooch len hacking ke bare me kuch bhi batay nahi jaye ga

  5. #5
    don_log is offline Senior Member+
    Last Online
    8th February 2012 @ 01:00 AM
    Join Date
    17 Sep 2007
    Posts
    49
    Threads
    13
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    ok thek hai aap ki bat bilkul baja hai me ne hacking nahi pocha tha me to malomat lena chah raaha tha bilkul aap na likhe ye achi bat nahi hai best of luck

  6. #6
    Love_bird's Avatar
    Love_bird is offline Senior Member
    Last Online
    13th May 2019 @ 08:49 AM
    Join Date
    21 Nov 2006
    Location
    Europ K Khawaboon Mein
    Posts
    999
    Threads
    23
    Credits
    1,249
    Thanked
    0

    Default

    Quote don_log said: View Post
    ok thek hai aap ki bat bilkul baja hai me ne hacking nahi pocha tha me to malomat lena chah raaha tha bilkul aap na likhe ye achi bat nahi hai best of luck
    kia achi baat nai bahi meray mujay b tu pata chalay

    dosra ka system use karnay kay lia kafi tareakhay hay

    remote desktop b hay aur telnet b
    MFA site not allowed, ITDunya team

  7. #7
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    40
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    mere khyal se ye member ab ban ho chuke hen

    q ke in ka id black aa raha he

  8. #8
    Join Date
    03 Oct 2007
    Location
    ***************
    Gender
    Female
    Posts
    3,150
    Threads
    76
    Thanked: 1

    Default

    ho sakta hai...bilkul aisa ho sakta hai...mere dost k saath aisa hua tha...us kay bhai ne apne office se us k computer ko use kiya....Remote assisstance k zariye yeh possible hai...

  9. #9
    me_mw is offline Junior Member
    Last Online
    14th May 2018 @ 04:29 PM
    Join Date
    11 Aug 2007
    Age
    41
    Posts
    7
    Threads
    1
    Credits
    1,108
    Thanked
    0

    Default

    bohat barya lakin main app se yeh pochna chata hoon ke agar hamaree net service alag alag hai tu kia phir yeh kaam kare ga zaroor bataye ga please

  10. #10
    me_mw is offline Junior Member
    Last Online
    14th May 2018 @ 04:29 PM
    Join Date
    11 Aug 2007
    Age
    41
    Posts
    7
    Threads
    1
    Credits
    1,108
    Thanked
    0

    Default

    bohat barya lakin main app se yeh pochna chata hoon ke agar hamaree net service alag alag hai tu kia phir yeh kaam kare ga zaroor bataye ga please

  11. #11
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    40
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    jee bhai jan net service alag alag ho ya phir ap kisi aur country me q na ho ye work kare ga

  12. #12
    A.A.Yasir's Avatar
    A.A.Yasir is offline Senior Member+
    Last Online
    17th December 2010 @ 05:18 PM
    Join Date
    27 Oct 2007
    Posts
    1,777
    Threads
    159
    Credits
    945
    Thanked
    3

    Default

    Great Irfaaan Qureshi Saaaahb

Similar Threads

  1. Per naa mumkin nahi...
    By Zara112 in forum Baat cheet
    Replies: 11
    Last Post: 7th May 2013, 09:35 PM
  2. =~< Abhi Mumkin Nahi Hy >~=
    By Shumaila Khan in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 10
    Last Post: 5th December 2010, 01:27 AM
  3. -=<<Ab Tu Mumkin Hi Nahi Un Sey Mulaqat Wasi>>=-
    By IT.BOY in forum Design Poetry
    Replies: 25
    Last Post: 13th July 2010, 05:28 PM
  4. Ab to mumkin hi nahi un se mulaqat
    By lucky shah in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 8
    Last Post: 15th April 2010, 07:57 PM
  5. [b]Mumkin nahi har bar[b]
    By naseer grt in forum Design Poetry
    Replies: 7
    Last Post: 28th November 2009, 11:45 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •