jo bhi software protable bana hai us ke liye sab se phele tu us ko install karo apney pc main then wo folder copy karo ek folder main or phir registry bhi export karwa lo us software ki or wo bhi is folder main rakh lo then zip ya rar se ese compress karo xfs bana lo rar se or unzip hote waqt ye command rakh do ke extrac hone ke bad registry add ho jaye then us folder se ki location bhi wahi bata do take jab tum extract karo tu wo bataye gaye path per extract kar de....
ali3193 said:
frndz hw r u??????
men portable sofwere bnana chahta hun kya koi mujhe ye bnana sikha skta hai????
Thanks & Regards,
Rizwan Admani
RHCE,OCP,DBA,CCNA,CHM
Bookmarks