aap sab ka kia hall hian umad karta ho ka aap khriyat sa hon ga
masal yah hain ka mian fonts ko inpage mian kasa istamal kar sakta hoo plz help me shukria
Aap Nahin Kar saktay...! Cuz Inpage Unicode Fonts Support nahin karta. Unless aap kai paas INPage ka Version 3 hai jo Unicode support karta hai.
to phir ham unicode fonts ko kasa us theard mian us kar ka yah post kar saktha hian
Waalekum Salam
Agar Aap Inpage Men Urdu Fonts Use Karna Chahte Hain To Is Font Ki File Ko C Drive Men Inpage K Font Folder Men Paste Kar K Use Kar Sakte Hain...
kia koyi expert muja yah wala inpage da sakta hoo plz
good
Aap K Pass Driver Install Nai Hai...
Aap Aisa Karen Ye File Download Kar K Registry Men Install Karen Or Phir System Restart Kar K Inpage Install Karen..
File Ko Dowload Karne K Bad Winrar Se Extract Karen Or Phir Double Click Kar K Install Karen Or Phir System Restart Karen
Download Link
Bookmarks