salam
me jab pc on karta hoon to icon nazar nahi ate
phir pc restart karta hoon to kabi kabi nazar a jate hain ya thori der bad icon nazar a jate hain magar jab start menu par cursor karon to busy show karta hai
me kia karon k mere icon forun hi nazar a jain aur pc buy na ho
Bookmarks