Aslam Alaikum .. Dosto Umeed hay sab Khariyat se Hongy ..
Mere pas Ik hard disk hay 4.3 Gb to main soch raha hon Q na us Mian apna Kam ka data dal k alag say rakh loon or like USB use karoon
masla ye hay k us main 2 partition bani huwi hain ik 1.99 ki do ...
ab main in ko khatam kar k ik partition banana chahta hoon .. agar ye kam without boot ho jaye to bahter .. nahi to detail me mujhe is ka tareeka bata dein .. SHUKRIA
Bookmarks