it dunya main main apne username ke saath pic kis tarah laga sakta hoon aur outlook main apni GMAIL ka email address kis tarha lage ga (incoming)aur(outgoing) kia hain plz batayain
it dunya main main apne username ke saath pic kis tarah laga sakta hoon aur outlook main apni GMAIL ka email address kis tarha lage ga (incoming)aur(outgoing) kia hain plz batayain
well outlook ka to mujhe nahee maloom..haan itdunya main username k saath jo picture lagee hotee hai us ko avatar kehte hain...us k liye itdunya k main ya kissi bhee page par sab se upar dekhaingay bohat saare options hain..un main aap quicklinks par click karen..ek slide khulai gee ..us main aap edit options par click karen...ek naya page open hoga..wahan left corner par dhair saare options hongay...wahan aap edit avatar par click karen aur apnee pasand kee pic url ya computer se upload karen aur save changes par click karden..aap ka masla hal ho jaye ga...
Bookmarks