thanxxxxxxxxxxxx
thanxxxxxxxxxxxx
meray qiyal main in strokes main bahuth si tabdeeliyon ki zaroorat hai warna a shorthand ki jagah taweel long hand ho jaega aur speed main likhnay say qasir ho jaengay jaisa kay lesson main bathaya gaya hai kay man main asal m kay samnay ek chota sa curve hotha hai is tarah him main m ko line par likha jatha hai tho woh him ho jatha hai is main muqam ka bhi value hotha hai jaisay ek dot ooper hoga tho woh a hoga wahi dot markaz main lagaya jatha hai tho is main e jaisay kay ted ki jagah liya jatha hai aur isi dot ko bilkul neechay ki janib lagaya jatha hai tho is ko bilkul e ki awaz main padha jatha hai isi tarah doosray strokes ka bhi mamila hotha hai aur lesson main name ka jo stroke bathaya gaya hai is ko is tarah lekhnay ki jagah pahlay m ko ulta karlo n ho jaega baad main is ko m laga do yeh tho bigginners ko samjhn\anay kay liey hai lekin aagay is m ko ek chota sa curve laga do who man bun jatha hai isi tarah need hai n ko adha kardo aur is kay seedhay siray par chota noqta laga do tho who need ho jaega lekin jab speed likha jaega tho wahan bahuth say nuqton ko bhi nazar andaz karnay padhtha hai lekin alfaz ki adaegi ka lehaz kar kay is ko type kiya jaega isi tarah fine hai fine ka curve kiya hai ek circle ka left hadn side ka ek one fourth nichla hissa hai is kay nichlay saray par ek chota sa curve laga do tho woh seedhay fine ho jaega, qhyr thum logon ka method kiya hai mujhay nahi maloom ho saktha hai thum logon ka method kuch ziada developed ho isi liey mujhay in bathon ki wazahat kar di jae tho theek rahega
thanks buddy
thanks alot
Superbbbbbbbbbb
Nice sharing
thnx zara ji
good zara
sooooooper class.
good
NYC....
Your thread is very useful, thanks for sharing with us.
aapne pehli class men S ka symbol small "o" dekhaya tha...lekn class 2 men aap S ko s ki tarah hi likh rahi hen..yahan mjhe confusion he...plzzz clear karen zaaraaa jiii....i will waiting ur response...
thanx
Bookmarks