kya hal ha ok mare pass laptop ha ous ke under windows 7 ki ha ma ne our net ki cable lagata hon to yellow color ka masla batata ha ma kya karoo mari help me
kya hal ha ok mare pass laptop ha ous ke under windows 7 ki ha ma ne our net ki cable lagata hon to yellow color ka masla batata ha ma kya karoo mari help me
Kahan par yellow colour aata hai bhai pori baat batain
yar internet ki light chalti han jeder do tv ate han oder our net nhi chalta is ka kya masla ha
Janab Ager Ap Ka Mac System hai Internet Ka Yani Physical Adress Wala Net hai Aur Ap ne Net Apne pc main on karwaya tha Aur pehly kabhi Lap Top Pe Uxe na keya ho So Ap Aesa karan ke apne Us pc Ka Mac Adress Ya physical Adress hota hai Usko Lap Top Main Uxe Karain...
Aur Yellow Colour Ap Ke connection Ko limited Zahir karta hai .
! I like Limited Friendship !
Please Don't Share Political Photos (ITD-Team)
abhi mei jis com per se chat kr raha hon os per net chl jata hai lekin agar mei laptop mei net cable lagata hon to nhi chalta aik or baat mere laptop mei window 7 ultimate n hai......or pc mei window xp 2006 hai
Janab Windows Se kuch Nahi hota AP Aesa karain ke apne network connection ke status main Jaen the ap uski detail main jaen aur waha apko Ye likha mily ga Physical Adress Ya to Mac Adress Likha hoga us ko Ap apny network connection ki properties main ja ke configure tab main jaen then advance tab main
aur waha apko locally administrator ka option mily ga us main Wo physical ya mac dalain
then apply Insha Allah problem solve ho jaye gi
bhi ager app tafselean batn ga t o app ko masla ho ga ka app ptcl broadband istamal kar rahan ha ya koe oer asa to kuch nahi pata chalea ga ya app ki net ke setting galt ha
syed yar ma mac adress ko kya karna ha our han locally administrator kider likka ha
Janab Mac Adress ko ap Attcahments main dekhain jaha Put karain gy......
ma ne ab windows 2006 kar li ha per bi nhi chala our ye option nahi ha locally administrator nahi ha
Win7 main i think Network Address ke name se hoga us main mac put karain
ap aesa karain ke is tab main har option pe click kar ke dkhain jaha value
ka option nazar aye us main ap apna mac put karain
Bookmarks