EXPERT
mera system shutdown ni ho rha
windows Fresh ki hi
windows shutting down par a k ruk jata hi
EXPERT
mera system shutdown ni ho rha
windows Fresh ki hi
windows shutting down par a k ruk jata hi
same to me, some one kindy suggest remedy
Yaar koi expert btaye ga kia ...?
yar aap harddisk ki data cable change kardoo. or phir deyko aap ka problem solved hojaye ga.
WHEN windows tries to shut down it closes the programs running on it first so that any data being written by those programs is not lost.
kabhi kabhi aisa hota he ke kuch virous ya kuch ghalat type ke programs close nahin hote aur windows unko close kerne ki try kerta rehta he aur is waja se computer on hi rehta he,
fresh windows kerne ke bawajood shutdown isliye nahin hota kyonke, new windows hote he VIROUS automaticaly install ho jata hoga, joke dosri partition men chopa betha tha, aur fresh window hote he khod bakhod aa gaya.
ILAG ya ILAG = REMEDY = DAWA = DAROOO
-----------------------------------------------------
1 = ANTIVIROUS se is kambakht virous ko detect ker ke PHANSI ki saza de do
na rahe ga bans na baje gi bansoori, na hoga virous na hoga masla.
2== aise bhi masla hal na ho to porrani aik hard disk lo. pare hogi kone khodre men agar bech nahin di to, ya jake bazar se 10 gb 20 gb ya 40 gb , 600, 900 , 1200 rupees ke le ker full format ker ke bilkol kori kunwari, alhar jawan windows installl karo, phir dekho kese nahin hota shut down,
ye sari shararat kisi shararti virous ki lagti he jo kahin chopa betha he aur cher raha he aap ko.
ALLAH HAFIZ
Ek wajha yeh bhi ho sakti hy k ap ke system men GRAPHICS instal na hoon
dosri wajha yeh ho sakti hy k ap ne koi aisa software instal kia ho jo window ko shutdown hony sy rok raha ho phir bhi ap graphice instal kar k dekh leen
ap CCleaner use karo. our is say temp file clean kar do. our registry file ko scan kar kay fix kar do. pc theek ho jaye ga.
http://download.cnet.com/ccleaner/
acha to dost ap aisa krein ky ap k temp folder mein jo fil delete nhe ho rhe un ko is jga daikhein.
Sab sy pehly ctll alt del pres kren taskmanager mein sy proces tab par click karein or wo nam nichy list me daikhein jo temp folder me hein phir us ko select kar k end proces par click karein or phir foran temp sy delete kar dein . Phir ap ka system shutdown ho jaye ga.
Check kar k btaein.
................
Bookmarks