doctor bhai video quality bohat khara hai..magar jo dikha woh yeh k ek car achanak se skid kartee hui 2 cars k beech main akar park ho gayee...
asal main qissa yeh hay keh 1 car wala apni car parking ki koshish kar raha tha magar achanak doosri car speed main darmiyan main aakar park ho gai & 1st car wala dekhta reh giya

bohat shukriyah k aapne sahee tareekay se bata diya...
Bookmarks