:Salam:
friends meri c: drive ki space full ho gai hai jab k mene us mey itna data bhi nahi rakha howa hai na itne software hen phir bhi mujeh iski space cover karni hai mene windows washer bhi chalaya hai phir bhi itna fark nahi parha hai or pc bhi scane kara dia hai yeh kia masla ho sakta hai
Thanks
Bookmarks