Assalam-o-Alaikum
Janab mian nay is say pehlay is ki first 2 episodes urdu adab & shairy k section mian ki thi..ab third yahan ker raha hoon
jinhoon nay pehli 2 episodes nahi parhi un k liye zara bara doon k howa kya tha
Janab MIF(Malang international foundation ) k sarbrah janab Ali Ammar Yasir Jaib main Pathri ki waja say marr gaye ab ye un ki yaad main aik memorial jalsa ho raha hay aur is jalsay main kya hota hay ye aap aagay parhain..
PaSand aaye na aaye tareef laazmi hay
Bookmarks