Page 5 of 24 FirstFirst ... 234567815 ... LastLast
Results 49 to 60 of 281

Thread: Hayat-e-Eisa Alihi Salam Our Quran.(Eak Special Thread)

  1. #49
    umer1089 is offline Member
    Last Online
    2nd August 2011 @ 01:08 AM
    Join Date
    08 Dec 2010
    Gender
    Male
    Posts
    57
    Threads
    2
    Thanked
    0

    Default

    shah sahib.

    aap ne jawab dia he k allah ki koi hikmat/musulahet thi jo hum nahi samujh sektey.
    beshuk hum insano ki soch mehdood he.
    ALLHA ne easa(waqia saleeb) kiun kia ye to us ki hikmat/musulahet he. beshuk ALLAH sub se bara hakeem he.
    lakin kaisey howa ye mukhtalif baat he.HAQ ko januney k liey k kia howa tha hum sirf koshish hi ker suktey hain. isi liey ALLAH QURANPAK pe feham ki dawat daita he.baqi hadyet ALLAH ki taruf se he.

    HAZRAT MOOSA SE DIRECT HUMKALAM ka main ne INKAR nahi kia.han ye rabta jasmani kano se tha ye lazmii nahi is liey isey dalil/hujet nahi bunaya ja suktta.

    app ne 2 sawal dalil k tor per pochey hain.
    1-ALLAH ko hi sujdah kertey hain
    2-BAITULLAH ki simat rukh muslim NABHI S.A.W ki ittayet/ ithad/ k liey kerty hain na k BAITULLAH main hum ALLAH ko tasawer(mehdood) kerty hain.na hi ALLAH KI TARUF rukh kerney ki niaet kerty hain.
    ALLAH humain deikh raha he ya hum ALLAH ko daikh rahain he ye namza k ander tasawer kia jata he oar is main BAITULLAh ka koi roll nahi he.ye mosulmano k ithad k liey he oar faraz he. sujdey main aap yaqinen ALLAH ko aapney qareeb patey hon gey bagher kisi taruf(direction) k.
    jazakullah app khod namazi ho main kia kahon app khud bahter jantey ho.
    rahi BAITULLAH ko dalil k tor per allah ki taruf(direction) banaey ki baat . ye to mushrik ahle-islam pe ilzam k tor per lugatain hain k muslim bhi pather k gher ki pooja kertain hain jub k muslim aisa nahi kertey.

    RAFAHALLAH /DURJATT KI BOLUNDI
    Wazahet kerney se pehlely aap ghult kahan ho ye battane ki koshih kertan hon .kisi bi nazriey ko ghult sabet kerney k liey usey usi nazer se deakhna chahiey jis trah wo bian kia jata he ya mana jata he.sirf tahrere k alfazon se khud koi mutlab nikal ker rud nahi kerna chaiey.
    Is ki main bohat si musalain dain suktta hon.musllun IQBAL k shair “hum kafuron k kafer kafer khuda humara” yani hum inkar kerney walon ka inkar kertey hain oar humara khuda bi un ka inkar kerta he.kittni khobsorat baat he ab koi sirf ilfaz ko le ker naozbillah kehna shoro ker dey to wo kahan ghult he aap sumjh suktey ho. esi trah 1 unmol tasweer(painting) jo k arts ka 1 shakar ho usey sirf daekh ker koi kahey k ye kia ghalt multh tasweer he chund lakiraen hain oar ussey rud ker de.han jiss nazriey pe who banai gai he usey jan ker samujh ker oar us nazriey k khalaf us k pass dalil hon to oar baat he sirf daikh ker rud kerna to khuch bi nahi.esi trah maarfat ka log muzaq bi uratain hain halanake kaha khuch oar gia hota he baghir sumjey itraz kia jata he.jo k ghult he .han nuzriey se ikhtalaf kerna alug baat he.
    Ab mozo pe wapis ata hon.

    App ne itraz kia he k ye kasi durjaat ki boludi he k yahood aaj tuk ye samujtey hain k wo HAZRAT EISA ko saleeb per zilat ki moat dainey main kamyab ho gaey.(naozbillah).yani yahood
    Ki nazar main HAZRAT EISA ka to koi darja bolund nahi hoa.
    Yahan main ye wazia ker don k DURJAAT MAIN BOLUNDI se kia murad he.
    Durjaat main bolundi se murad rohani martabey main azafa /ALLAH k muzeed nuzdeek(qurab hasil) hona he.
    Na k yahood ki nazraon main kisi darjey ka izafa hona.yahood ko shuba main rakhna hadyet se door rakhney k mutraduf he(Dillon pe mohar) saza k tor per ALLAH k nabhi se jo budikhlaqi ki us k nateejey main .
    Yahood k koll ki k yahood ne HAZRAT EISA ko zillat ki moat di nafi kerney k baad.zillat ko rud kerney k liey ALLAH ne HAZRAT EISA ne jo qurbani haq pe qiam rehtey hoye di us k sileey main jo HAZRAT EISA ka ROHANI DURJA BARHAIYA(INAM K TOR PER) .bian kia .
    Oar akhir main ALLAH ne appney ghalubey oar hikmat ka bian kia.

    Waqia saleeb ka natija ye raha k malawas yahood aapney burey fail k nateejey main hadayet se door hoey oar HAZRAT EISA inam (durjaat main bolundi/rohani qurab) se nawazey gai.

    HAZRAT EISA wapis usi yahoodi qabilay main qauen nahi gay?
    Ye ALLHA ki marzi(hikmet/fail) he. Isiliey akhir main hikmat ki baat ki.
    Meray khial main Q k yahood ne ALLAH K NABI(hadayet) se budikhlaqi ki isliey
    Hadayet se mehroom kiey gaye.
    Baqi rahi dunyavi durjey ki to
    Yahood main se khuch log HAZRAT EISA pe iman bhi laye oar waqia saleeb k bad haq pe qaim bhi rahey
    Bulke HAZRAT EISA k darja zaroorat se kahin ziada barha diya yah tuk k mushrik ho gaey
    Oar ajj yahi mushrik ziada hain.

    HAZRAT EB-NE-ABASS
    HAZRAT EB-NE-ABASS ki rawayet he.oar aap ne khud likha he k oar rawayetain bhi hain.
    Isley ye RAWAYET dilil/suned/hujet k tor per nahi li ja sukti.


    SORAT AL-IMRAN:

    Darasel iss tarujmey ko jo hum ahmedi kertain hain 1 nazriey k tehat kertey hain.aap ki nazer main ye nazria ghult he lakin rud kerey k liey bhi app ko iss nazriey ko sumjhna parey ga.ta k app doseron ki islha ker sukain.

    Yun to sub ko ALLAH hi marta he phir yahan ye khena k MAIN(ALLAH) MOAT DOON GA TUJEY is ki koi waja/hikamat to honi chaheiy aor aap ka ye itraz k is me taseli ka pehlu nahi he.

    YAQINEN MAIN (ALLAH) MOAT DENEY WALA HOON TUJEY
    Mutlab k tumain koi qattel nahi ker sakta.lazmeen tumhari moat meri merzi se ho gin na k dushman koi ikhtiar rakhta he.
    YAQINEN MAIN MOAT DOON GA ye alfaz hi appney ander ye wazan rakhtey hain k dusman nahi mar sukta.

    Furaz kertain hain k main Qasim se kehtea ho k main kisi takleefda/zillat waley tarikey se ussey Lahore behjon ga saza k tor per.jub k Qasim ka Lahore jana aik na aik din lazim he.(sirf 1 duffa)
    Wo app se muded talub kerta he.
    App mujh se kahin ziada taqatwer/ba ikhtiar ho.
    App Qasim se kehtey ho k YAQINEN MAIN LAHORE BEHJNEY WALA HON TUJEY.
    Oar qasim ko aap ki rehmat me koi shuk nahi.
    To kia us ki taseli nahi ho gi
    Tub bi nahi jub aap usey kaho k YAQINEN MAIN LAHORE BEHJON GA TUJEY. izzat (DURJAAT MAIN BOLUNDI) k sath.
    Muzeed ye k terey dushmano se tumain bachaon(PAK keron) ga tub bhi nahi.?

    Ager Qasim ko yaqeen he k aap mujh se ziada taqatwer/ba ikhtiar hain.
    Raheem hain
    Jo keh rahain he waisa hi ho ga.
    Wada k pukkey hain
    Lazmun Qasim ka khof mujh se jatta rahey ga. Oar wo makumal taselli main aa jai ga.

    Ye maeni leny se QURANPAK main kisi ghulti ka endasha hota he oar na hi ALLAH HAZRAT EISA se koi mazaq ker rah he (naozbillah).

    Ab aap k turjamey/nazriey ka jaiza latain hain.

    BESUK MAIN POORA LE LON GA TUMHAIN OAR UTHA LON GA TUM KO APNI TARUF OAR PAK KER DON GA UN LOGON SE JO KAFIR HAIN.
    Es turjamey main ALLAH, HAZRAT EISA se appney 3 fail(ammal) ki basharat de raha he.
    1- BESUK MAIN POORA LE LON GA TUMHAIN.(jusmani tor per)
    2- UTHA LON GA TUM KO APNI TARUF.(jusmani tor per)
    3- PAK KER DON GA UN LOGON SE JO KAFIR HAIN.
    Pehla(1st) oar dosera(2nd) fail bilkul hum maeni hain.oar teesera(3rd)in dono(hum maemni)failon ka lazmi nateeja.in teeno failon main jo oar(arbi main wao) he.jo in teeno failon k nataej ka mukhtalif hona sabet kerta he.wasey bhi QURANPAK ALLAH ka qalam he oar lughat ki behtarin musaal he oar es tarah ki kumiuen se pak he.
    .
    Ab us baqi turjamey ka jaiza letain he jo aap main oar qadianio main aik jesa he.

    OAR KARON GA UN LOGON KO GINHON NE ITBAH(IQRAR) KIA TUMHARA,GHALUB UN LOGON PER JINHON NE INKAR KIA QIAMAT K DIN TUK.
    [dono tarajum main aap ne jo qoma(,) “INKAR KIA” k baad istamaal kia he wo “QIAMAT K DIN TUK” k baad aye ga durast ker lain].

    ALLAH un logon ko ghalub kery ga jinhon ne HAZRAT EISA ka iqrar kia.
    Yani us waqat k mosulmano ko.oar MAKUMAL itbah/iqrar tabi ho ga jub HAZRAT EISA ki
    Tamam taleemat ko mana jai oar amal kia jai.in taleemat main HAZRAT EISA ne humarey aaqa HUZRAT MOHUMMAD S.A.W ki peashgoi bhi ki thi.yani HAZRAT MOHAMMAD S.AW. se pehley k Ahle-isalam oar AAP S.A.W k baad k muslim HAZRAT EISA k waqat se le ker QIAMET tuk k kufaron per ghalub rahain gey.
    Yahan ye baat kable ghor he k es ghulbey main HAZRAT EISA ko zati/shuksi haseeat main shamil nahi kia gaya.

    PHIR MERI TARUF LOAT K AANA HE TUMHAIN PUSS FAISALA KARON GA MAIN TUMHAREY DURMIAN ON BAATON KA JIN MAIN TUM BAHIM IKHTALAF KERTY THEY.

    Kiuen k bahim ikhtalaf ka ziker he, oar tumharey durmian keh ker dono(HAZRAT EISA OAR MUNKAREEN EISA) ko mukhtib kia gaya he.
    FAISLEY ko LOATNEY(dono ki waapsi) se mushroot kia giya he.
    Yani YOME HUSHER se pehley dono fareeq k durmian faisely ka inkar kia gaya he.
    HAZRAT EISA ki QIYAMAT se pehley nazool/ghulbey ki nafi hoti he.



    JAMMAT KA DIFAH NA KERNA.
    Shah sahib
    Dunia main huzaron qisum k nuzriat hain deen k barey main.
    Sub theek nahi ho suktey.
    Lakin koi 1 nazria zaroor theek oar qabley qabool ho ga.
    Sub hi appney morsi(abbao ijdad) nuzriat ko sahi sumjhtey hain
    Isleiy itney ikhtalafat hain.
    Sub se pehley humain appney nuzriat ko janchna chaiey
    Es k liey dosrey nuzriat khass tor per mukhalfana nuzriat ko januna zaroori he.
    Ager mukhlfana dalael /itrazat theek hon to unhey manuna appney sath naki he.
    Dunia k tammam muzahib wirsey main millney walley nuzriat ko mantey hain .
    Oar HAQ ki talash main bukhal se kaam laetey hain.
    In mazahib/nazriat ko manuney waley aaj bhi kufare makkah wala hi jawab datey hain k humarey abbao ijdad hi sahi hain baqi sub jhotey.
    Main in logon me se nahi hona chata.
    Isley aapney morsi nazriat ko itrazat ki kasoti pe perakhna chata hon.
    Ager aap sahi ho to mujey qail(koshish) ker lain ALLAH aap ko jiza de ga.
    Main appni islah chata hon.
    Oar ager mujey jamate ahmadiyya k nuzriat hi sahi lugey.meri tilash/tehqiq/taselli k baad to main zaror appney nazriat ka DAFAH bi oar TUBLIGH bi karon ga.

    Jo main na samujh sakon usey faruz ker k tahqiq ko aagey barhaney k liey tiar hon.
    1 guzarish he aap se k jub dalil diya kerain to sungidgi k sath appney dosery bhaion se mushwara ker lia kerain Q k kamzor dalil mujey jamaate ahmadiyya k nuzriat ko sahi sochney per mujboor kerti he.SORAT NISSA k barey main jo aap ne jawab dia k nahi SUMJH suktey.
    To theek he.hum RAFAHALLAH k mozo ko jari rukh tain hain SOART AL IMRAN k tehat.
    Beshuk hadayet ALLAH hi ki taruf se ha.
    Main aap ka mushkoor hon jo waqat /tawaja aap mujey daitey ho.JAZAKULLAH
    JAWAB KA MUNTAZIR.

  2. #50
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Tamam Musalmano ko Assalam Alikum,

    Irfan bhai sey derkhuast hai k ager aap humain moqa dain to hum Umer sab k sawalat ka jawabat dena chahey gey

    nez Umer Sb sey guzarish hai k ek ek kar k bat kary to zida munasib hoga kio k ek waqat main ziada nuqat per baat karney sey bat ulajh jati hai
    or koi ek dosrey ki bat nahi samjh pata
    nez dosri darkhuast ye hai k ap apney font ka size 4 per rakhy takey perhney main aasani rahy
    or umer sab sey poochna hai k kia ap urdu main likhi hoi ibarat samjh sakty hian ?
    Jawab k muntazir
    [URL="http://www.itdunya.com/showthread.php?p=1482439&posted=1#post1482439"][SIZE="4"]Pakistan k masail or un ka yaqini or mustaqil hal
    Once Must Read
    Hosakta hai apko apkey masail k Hal bhi mil jaey[/SIZE][/URL]

  3. #51
    Irfan_shah's Avatar
    Irfan_shah is offline Advance Member
    Last Online
    19th May 2024 @ 12:51 PM
    Join Date
    12 Sep 2008
    Location
    karachi
    Age
    45
    Posts
    721
    Threads
    104
    Credits
    1,405
    Thanked
    85

    Default

    Quote nasirnoman said: View Post
    Tamam Musalmano ko Assalam Alikum,

    Irfan bhai sey derkhuast hai k ager aap humain moqa dain to hum Umer sab k sawalat ka jawabat dena chahey gey

    ناصر بھائی

    خوش آمدید

  4. #52
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote irfan_shah said: View Post
    ناصر بھائی

    خوش آمدید

    وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
    جزاک اللہ عرفان بھائی

    ہم اپنی بات شروع کرنے سے قبل جناب عمر صاحب سب چھوٹی سی گذارش کرنا چاہیں گے کہ اگر تو آپ واقعی حق سمجھنے میں سنجیدہ ہیں* تب تو اس بات چیت کا فائدہ ہے لیکن اگر تو آپ صرف ’’میں نا مانوں ‘‘ کا تہیہ کرکے آئے ہیں تب تو اس بات چیت کا فائدہ نہیں ...ہم اُس وقت تک آپ کے سوالات کے جوابات دینے کی کوشش کریں گے جب تک آپ سمجھنا چاہیں گے لیکن جہاں آپ نے ہمارے جوابات دینے کے بجائے نئے اعتراضات پیش فرمائے یا پچھلی باتیں دہرائیں جن کے جوابات دئیے جاچکے ہوں تب ہم آپ سے بات چیت کرنے سے قاصر رہیں گے کیوں کہ ضد کا کوئی جواب نہیں ہوتا اور ایسے شخص کے لئے ہزاروں دلائل بھی ناکافی ہوتے ہیں .

  5. #53
    umer1089 is offline Member
    Last Online
    2nd August 2011 @ 01:08 AM
    Join Date
    08 Dec 2010
    Gender
    Male
    Posts
    57
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    ALLAH aap sub ko imaan/salamati me rukhey.

    NASIR sahib ko meri taruf se bi khusamdid.
    NASIR sahib mera muqsad sirf HAQ ko januna he oar appni islah kerna he.

    jasa aap keh rahe ho k aik aik ker k aap points ko calear krain gain to ye bohat achi baat he.
    abi main sirf SOART AL-IMRAN main ALLAH ne jo HAZRAT EISA ko pehli teen basharutain di hain un pe uthney waley sawalat(merey zahen main)ko laita hon.


    "BESHUK MAIN POORA LE LON GA TUMHAIN OAR UTHA LON GA TUM KO APNI TARUF OAR PAK KER DON GA UN LOGON SE JO KAFIR HAIN."
    Es turjamey main ALLAH, HAZRAT EISA se appney 3 fail(ammal) ki basharat de raha he.
    1- BESHUK MAIN POORA LE LON GA TUMHAIN.(jusmani tor per)
    2- UTHA LON GA TUM KO APNI TARUF.(jusmani tor per)
    3- PAK KER DON GA UN LOGON SE JO KAFIR HAIN.
    Pehla(1st) oar dosera(2nd) fail bilkul hum maeni hain.oar teesera(3rd)in dono(hum maemni)failon ka lazmi nateeja.in teeno failon main jo oar(arbi main wao) he.wo in teeno failon k nataej ka mukhtalif hona sabet kerta he.
    .
    appney zehan main uthney waley sawalat ki wazahat k liey 1 missal faruz kerta hon
    ager main kehta hon k
    main lahore jaon ga
    main lahore jaon ga
    main lahore jaonga

    to ye acha to nahi phir bi theek he k main appney araadey ko pukka ker raha hon ya dosery ko yaqeen dilla raha hon.
    ager main ye kehta hon k.
    main lahore jaon ga oar main lahore jaon ga oar main lahore jaon ga.
    to ye ghalt he.kiuen k lafaz oar(arbi main wao)maery teen mukhtalif fail(ammaal) ko chata he.
    jesy k main lahore jaon ga oar karachi jaon ga oar uk chala jaon ga.

    mazeed wazahet k liey 1 oar massal liata hon.
    main maiz(table) se katab(book) le loon ga
    oar main maiz se katab uttha loon ga
    oar main maiz ko kittab se door(mehroom) ker doon ga

    merey pehley dono fail aik hi hain oar teesara os aik fail ka lazmi nateeja.
    yani teeno ka nateeja aik hi nikalta he jub k oar(wao) mukhtalif kammo ko sabit ker raha he.ye jumlla theek nahi he.

    umeed he k aap meri baat samujh gai hon ge kisley ye turjama mantey hoey mushkil ho rahi he.
    main jahan ghult soach raha hon uski islah ferma dain.

    jawab ka muntazir

  6. #54
    umer1089 is offline Member
    Last Online
    2nd August 2011 @ 01:08 AM
    Join Date
    08 Dec 2010
    Gender
    Male
    Posts
    57
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    ALLAH aap sub ko imaan/salamati me rukhey.

    NASIR sahib ko meri taruf se bi khusamdid.
    NASIR sahib mera muqsad sirf HAQ ko januna he oar appni islah kerna he.

    jasa aap keh rahe ho k aik aik ker k aap points ko calear krain gain to ye bohat achi baat he.
    abi main sirf SOART AL-IMRAN main ALLAH ne jo HAZRAT EISA ko pehli teen basharutain di hain un pe uthney waley sawalat(merey zahen main)ko laita hon.


    "BESHUK MAIN POORA LE LON GA TUMHAIN OAR UTHA LON GA TUM KO APNI TARUF OAR PAK KER DON GA UN LOGON SE JO KAFIR HAIN."
    Es turjamey main ALLAH, HAZRAT EISA se appney 3 fail(ammal) ki basharat de raha he.
    1- BESHUK MAIN POORA LE LON GA TUMHAIN.(jusmani tor per)
    2- UTHA LON GA TUM KO APNI TARUF.(jusmani tor per)
    3- PAK KER DON GA UN LOGON SE JO KAFIR HAIN.
    Pehla(1st) oar dosera(2nd) fail bilkul hum maeni hain.oar teesera(3rd)in dono(hum maemni)failon ka lazmi nateeja.in teeno failon main jo oar(arbi main wao) he.wo in teeno failon k nataej ka mukhtalif hona sabet kerta he.
    .
    appney zehan main uthney waley sawalat ki wazahat k liey 1 missal faruz kerta hon
    ager main kehta hon k
    main lahore jaon ga
    main lahore jaon ga
    main lahore jaonga

    to ye acha to nahi phir bi theek he k main appney araadey ko pukka ker raha hon ya dosery ko yaqeen dilla raha hon.
    ager main ye kehta hon k.
    main lahore jaon ga oar main lahore jaon ga oar main lahore jaon ga.
    to ye ghalt he.kiuen k lafaz oar(arbi main wao)maery teen mukhtalif fail(ammaal) ko chata he.
    jesy k main lahore jaon ga oar karachi jaon ga oar uk chala jaon ga.

    mazeed wazahet k liey 1 oar massal liata hon.
    main maiz(table) se katab(book) le loon ga
    oar main maiz se katab uttha loon ga
    oar main maiz ko kittab se door(mehroom) ker doon ga

    merey pehley dono fail aik hi hain oar teesara os aik fail ka lazmi nateeja.
    yani teeno ka nateeja aik hi nikalta he jub k oar(wao) mukhtalif kammo ko sabit ker raha he.ye jumlla theek nahi he.

    umeed he k aap meri baat samujh gai hon ge kisley ye turjama mantey hoey mushkil ho rahi he.
    main jahan ghult soach raha hon uski islah ferma dain.

    jawab ka muntazir

  7. #55
    umer1089 is offline Member
    Last Online
    2nd August 2011 @ 01:08 AM
    Join Date
    08 Dec 2010
    Gender
    Male
    Posts
    57
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    ALLAH aap sub ko imaan/salamati me rukhey.

    NASIR sahib ko meri taruf se bi khusamdid.
    NASIR sahib mera muqsad sirf HAQ ko januna he oar appni islah kerna he.

    jasa aap keh rahe ho k aik aik ker k aap points ko calear krain gain to ye bohat achi baat he.
    abi main sirf SOART AL-IMRAN main ALLAH ne jo HAZRAT EISA ko pehli teen basharutain di hain un pe uthney waley sawalat(merey zahen main)ko laita hon.


    "BESHUK MAIN POORA LE LON GA TUMHAIN OAR UTHA LON GA TUM KO APNI TARUF OAR PAK KER DON GA UN LOGON SE JO KAFIR HAIN."
    Es turjamey main ALLAH, HAZRAT EISA se appney 3 fail(ammal) ki basharat de raha he.
    1- BESHUK MAIN POORA LE LON GA TUMHAIN.(jusmani tor per)
    2- UTHA LON GA TUM KO APNI TARUF.(jusmani tor per)
    3- PAK KER DON GA UN LOGON SE JO KAFIR HAIN.
    Pehla(1st) oar dosera(2nd) fail bilkul hum maeni hain.oar teesera(3rd)in dono(hum maemni)failon ka lazmi nateeja.in teeno failon main jo oar(arbi main wao) he.wo in teeno failon k nataej ka mukhtalif hona sabet kerta he.
    .
    appney zehan main uthney waley sawalat ki wazahat k liey 1 missal faruz kerta hon
    ager main kehta hon k
    main lahore jaon ga
    main lahore jaon ga
    main lahore jaonga

    to ye acha to nahi phir bi theek he k main appney araadey ko pukka ker raha hon ya dosery ko yaqeen dilla raha hon.
    ager main ye kehta hon k.
    main lahore jaon ga oar main lahore jaon ga oar main lahore jaon ga.
    to ye ghalt he.kiuen k lafaz oar(arbi main wao)maery teen mukhtalif fail(ammaal) ko chata he.
    jesy k main lahore jaon ga oar karachi jaon ga oar uk chala jaon ga.

    mazeed wazahet k liey 1 oar massal liata hon.
    main maiz(table) se katab(book) le loon ga
    oar main maiz se katab uttha loon ga
    oar main maiz ko kittab se door(mehroom) ker doon ga

    merey pehley dono fail aik hi hain oar teesara os aik fail ka lazmi nateeja.
    yani teeno ka nateeja aik hi nikalta he jub k oar(wao) mukhtalif kammo ko sabit ker raha he.ye jumlla theek nahi he.

    umeed he k aap meri baat samujh gai hon ge kisley ye turjama mantey hoey mushkil ho rahi he.
    main jahan ghult soach raha hon uski islah ferma dain.

    jawab ka muntazir

  8. #56
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    صبر رکھیں عمر صاحب آپ کو ایک ایک کرکے سارے جوابات دینے کی کوشش کریں گے
    لیکن پہلے ایک اہم اور قیمتی نقطے وضاحت ضروری سمجھتے ہیں جس سے آپ کو ہماری بات سمجھنے میں آسانی رہے گی

    عرض* یہ ہے کہ بالفرض آپ سے کوئی غیر مسلم میدان محشر ، جنت ،جہنم کی عقلی دلیل پوچھے تو آپ اُس کو کس طرح قائل کریں گے ؟؟؟

    یا ایک عیسائی حضرت عیسیٰ علیہ السلام کے بن باپ کی پیدائش پر عقلی دلیل مانگتا ہے تو آپ اُس کو کس طرح قائل کریں گے ؟؟

    اگر مختصر جواب دیں گے تو زیادہ بہتر ہوگا

  9. #57
    umer1089 is offline Member
    Last Online
    2nd August 2011 @ 01:08 AM
    Join Date
    08 Dec 2010
    Gender
    Male
    Posts
    57
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    nasir sahib.
    aap ne poccha he k
    1-agher koi ghair muslim/bedeen shaks muge se mehshar,,jannat,dozakh k barey main aqli dalil mangey to main kesey qail keron ga?
    bohat lumba(lengthy) jawab bun jaey ga.ikhtasar main jawab deney ki koshih kerta hon(somander ko kozey main bund kerny k mutradf he).
    sub se pehley elme-yaqeen(aql) ki buniyaad per ALLAH,AMBIA IKRAM,KITTAB ULLAH ko sabit keron ga.
    phir mehshar,,jannat,dozakh k barey main jo ALLAH ne nubion oar appney kalam se butaya he us per lazmi yaqeen/imaan aa jaye ga.

    mukhtasarun.
    ALLAH.
    Q k dunia fani he. aqli/elmi tor per sabit shuda he.
    her fani cheez ka agaaz lazum he.nahi to hamasha se qaim cheez hamasha raheni chaeey .
    ikhtatam mushroot he agaaz k sath.
    agaaz k liey khaliq hona zarori he.
    wo hi khaliq AALAH he.
    esi trah aqli buniado (elmeyaqeen) pe AMBIA IKARM,oar KITTAB ULLAH ko sabit kerney ki koshih keron ga
    ager ALLAH,AMBIA IKRAM OAR KATTABULLAH pe haqe-yaqeen naseeb hoa to usey mehshar,,jannat,dozakh pe imman aa jaey ga.

    2-ager koi munkir HAZRAT EISA ki bin baap ki padaesh per aqli dalil mangta he to main kaisey qail keron ga?
    zahir si baat he aqli dalil se.
    aaj ager sciendan aik behair(sheep)ko baghair baap k paida ker suktey hain.(cloning se dolly(sheep) paida ki gai.)
    jeans transplant k zariey 1 hi nuttfa se 1 hi taran k 100 insan paida kerney ki koshish ker suktey hain.
    to ALLAH jo haqiqi,ba ikhtiar khaliq he.
    Jo pehley insan ko bagair maan baap k paida ker sukta he
    Jo is kainat(ejaeb khana) ka khaliq he.
    App kia us main itni salahiet bi nahi paatey k jo kaam sciendan ker sukttey hain wo nahi ker sukta.(naozbilla).


    Ikhtasar ki waja se sirf ittna hi likh raha hon
    Wesey es behuss k liey bohet zida time oar mehnut durkar he jiss ki zaroot nahi.

    Nasir sahib.
    koshish kia kerain k hum assly mozo pe rahain.
    Jin swalat ka jawab app se chaha tha un ka jawab dey dain plzzz.
    Jawab ka muntazir.

  10. #58
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    عمر صاحب ہم نے عرض کی کہ تھوڑا صبر رکھیں ...ان شاء اللہ ہم موضوع پر ہی رہیں گے ....لیکن ایک بہت اہم بات سمجھانی ضروری تھی جس سے آپ کو ہماری بات سمجھنے میں آسانی رہے گی .

    ہم بات کو مختصر کرتے ہیں آپ نے میدان محشر ،جنت جہنم پر جواب فرمایا کہ
    esi trah aqli buniado (elmeyaqeen) pe AMBIA IKARM,oar KITTAB ULLAH ko sabit kerney ki koshih keron ga
    ager ALLAH,AMBIA IKRAM OAR KATTABULLAH pe haqe-yaqeen naseeb hoa to usey mehshar,,jannat,dozakh pe imman aa jaey ga.

    تو جناب کے لئے عرض ہے کہ یہ عقلی دلیل نہیں بلکہ نقلی دلیل(نقل کی ہوئی) کہلائے گی ....یعنی ان امور پر عقلی دلیل نہیں بلکہ نقلی دلیل ہے یعنی اللہ تعالیٰ نے اپنی کتابوں میں ان امور کے متعلق ارشادات فرمائے جنہیں انبیاء کرام نے انسانوں تک پہنچایا .
    واضح یہ فرمانا تھا کہ ان امور پر عقلی دلیل نہیں ہے ... بلکہ ہم مسلمان انبیاء کرام کو اللہ رب العزت کا پیغمبر مانتے ہوئے انبیاء کرام علیہم الصلوۃ والسلام کے ارشادات پر ایمان لاتے ہیں ...بغیر کسی عقلی دلیل کے .

    اب دوسرا سوال یہ ہے کہ بالفرض آج کوئی ایسے چار الگ الگ بندے کھڑے ھوجائیں جو اللہ تعالیٰ کے پیغمبر ہونے کے مدعی بن جائیں اور وہ عقلی داو پیج لڑاتے ہوئے ان امور کے منکر بن جائیں کہ جی ہم پر وحی آئی ہے اور ہم پر ایمان لانا ضروری ہے جبکہ یہ چاروں اشخاص ماضی میں ان امور پر ایمان رکھتے رہے ہیں
    تو آپ سے سوال ہے کہ
    آپ کے نزدیک ان حضرات کے سچا جھوٹا ہونے کیا دلیل ہوگی ؟؟


    باقی آپ کا دوسرا جواب ہم سنبھال کر رکھتے ہیں ان شاء اللہ مناسب موقعہ پر آپ کو بات سمجھانے کے لئے کام آئے گا

  11. #59
    umer1089 is offline Member
    Last Online
    2nd August 2011 @ 01:08 AM
    Join Date
    08 Dec 2010
    Gender
    Male
    Posts
    57
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    nasir sahib.

    mian ne likha tha"mehshar,,jannat,dozakh pe imman aa jaey ga"
    aap theek kehtey ho esi liey "IMMAN" ka lafuz istamal kia tha.

    yahan ya wazahet zaroori sumjhta hon.
    k ALLAH k pagumber k irshadat per imman rakhna faruz he.lekin FEHUM OAR TADUBER k sath.
    es ki mukhtasarun wazahat likhta hon.

    FEHUM OAR TADUBER .
    1-fehum oar taduber(ghorofiker) kliey ALLAH ne dawet di.oar RASOLE ALLAH S.A.W ka irshad he.
    oar es irshad pe IMMAN lana faruz he.
    2-ISLAM tamam insano ko sochney/fehum kerney/aqal istamal kertey hoey HUQ oar BATTEL main tameez kerney ka kehta he.
    3-isiley QURANPAK ko hum FEHUMUL QURAN k naam se bi jantey hain.
    4-ISLAM undhey itqaad (blind faith) ki nafi kerta he.Q k ye undhey etqaad hi mushrikon ko ISLAM se door rukhtay hain.


    FEHUM OAR TADUBER (GHOROFIKER) ki zarorat.:
    fehum oar taduber ki intahi zaroorat us waqat paesh aati he jub.
    ALLAH, RASOOL S.A.W, AAYET MUBARUKA(QURAN PAK) se mukhtalif nuzeriaat munsoob kiey jain.

    DALIL.(ASSLY YA NAQLI)
    Kisi bhi nazriey k haq main ya makhalifat main AQLI DALIL oar MAADI DALIL (saboot/material Proof ) di jaati hain.
    Aqli dalil suchi ya jhoti hoti he. mazboot ya kamzoor hoti he.
    ASSLY ya NAQLI (nakel ki hoi) NAHI hoti.(dalil baar baar dohraney se ,kissi se naqel kerney se,laeny se NAQLI nahi ho jaati .assal hi rehti he).

    ISLAM OAR DALIL:
    ISLAM : 1-ALLAH, 2-FRISHTON, 3-AMBIA KARAM, 4-KITTAB,oar 5- AAKIHRAT pe IMMAN laney ko kehta he.
    IMMAN ki buniad AQLI DALILON per he.MAADI dalilon (material proof) per nahi he.
    Jo cheez maadi saboot rakhti ho us sey to inkar mumkin hi nahi. Jesey sooraj(sun) ko sub mantey hain. sooraj(sun) ki mojoadgi pe imman laney ki zarrorat nahi.
    ALLAH apney haq main bohat si AQLI dalilain daita he.
    Muslin , kainat main kisi kami(rukhney) ka na hona.
    Esi trah QURAN appney huq main be-missel honey ko aqli dalil k tor per istamal kerta he.
    Esi trah ISLAM dalilon se bera para he.oar tamam insano ko fehum ki dawat daita he.

    MEHSHAR,JANNAT,DOZAKH…(AAKHIRAT):
    AAKHIRAT k huq main bi aqli dalilain di ja sukti hain.
    Ye mazmoon lumba oar mukhtalif he.oar hum dono ka AAKHIRAT pe IMMAN muzboot he (elhumdolilah).
    Esliey zarorat nahi.

    AAP KA DOSARA(2ND) SAWAAL(?)::

    Q K AAKIHRAT pe IMMAN lana zaroori he esliey aisey JHOTEY DAWEY ko rud kerney k liey kisi DALIL ki zaroorat nahi.

    Aap k jawab ka suber k sath muntazir.

  12. #60
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    عمر صاحب اگر آپ سوال کے مطابق جوابات دیں گے تو ایک تو بات سمجھنے سمجھانے میں آسانی رہے گی دوسری بات یہ کہ بات الجھے گی نہیں ....اس لئے آپ سے درخواست ہے کہ غیر ضروری باتوں کو اپنے جواب میں شامل نہ فرمایا کریں
    ایک چھوٹا سا سوال یہ ہے کہ کیا آپ کے نزدیک بھی ’’ریح خارج ہونے پر دوبارہ وضو کرنے کا حکم ہے ؟؟
    باقی آپ نے ہماری بات کا جواب یوں فرمایا ہے کہ
    آخرت پر ایمان لانا ضروری ہے اس لئے ایسے ایسے جھوٹے دعوے کو رد کرنے کے لئے کسی دلائل کی ضرورت نہیں

    لیکن آپ نے ہماری بات کا ادھورا جواب دیا .... ہمارے سوال کا ایک حصہ باقی ہے کہ
    کسی شخص کے پیغمبر ہونے کے دعوی کے سچے جھٹے ہونے کا فیصلہ کس طرح فرمائیں گے(بالفرض وہ تمام چیزوں پر ایمان بھی رکھتا ہو)؟

    نیز آخری سوال یہ ہے کہ نیچے پیش کی گئی آیت مبارکہ کے متعلق آپ کا کیا سمجھنا ہے ؟
    ارشاد باری تعالیٰ ہے :
    وَمَن يُشَاقِقِ الرَّسُولَ مِن بَعْدِ مَا تَبَيَّنَ لَهُ الْهُدَىٰ وَيَتَّبِعْ غَيْرَ سَبِيلِ الْمُؤْمِنِينَ نُوَلِّهِ مَا تَوَلَّىٰ وَنُصْلِهِ جَهَنَّمَ ۖ وَسَاءَتْ مَصِيرًا الخ النساء 115 پارہ 5
    ترجمہ :اور جو شخص بھی ہدایت کے واضح ہوجانے کے بعد رسول سے اختلاف کرے گا اور مومنین کے راستہ کے علاوہ کوئی دوسرا راستہ اختیار کرے گا اسے ہم ادھر ہی پھیر دیں گے جدھر وہ پھر گیا ہے اور جہّنم میں جھونک دیں گے جو بدترین ٹھکانا ہے
    اس آیت مبارکہ میں اللہ رب العزت کی طرف سے مومنین کے راستے کے علاوہ کوئی دوسرا راستہ اختیار کرنے پر جہنم میں داخل کرنے کی وعید ہے
    تو آپ کے نزدیک مومنین کون لوگ ہیں ؟؟؟مومنین کا دین اسلام کے احکامات سمجھنے پر کون ساراستہ ہے (یعنی دین کے احکامات سمجھنے کے لئے مومنین کا کیا طریقہ ہے) ؟؟
    اور عام مسلمان (جیسے مزدور ،بڑھئی ،نائی ،قصائی ،کسان،ڈرائیور وغیرہ) کیسے ان مومنین کے راستے کی پہچان کریں گے تاکہ وہ جانے انجانے میں مومنین کے راستہ کے علاوہ کوئی اور راستہ اختیار نہ کرلیں جس پر چلنے پر جہنم کی وعید ہے

Page 5 of 24 FirstFirst ... 234567815 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 77
    Last Post: 30th June 2013, 11:59 AM
  2. Replies: 121
    Last Post: 17th October 2011, 04:14 PM
  3. -=<<Ambiya (Alehey Salam) Apni Qabar Main Hayat Hain>>=-
    By IT.BOY in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 3
    Last Post: 4th May 2010, 10:27 AM
  4. Rizq Or Hazrat Eisa alleh Salam
    By FritZie in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 8
    Last Post: 25th December 2009, 05:09 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •