mere pass kingston 2.0 gb ki usb hai jab main ismain koi cheez copy karta hon.woh cheez is main copy nahi hoti.main ne is ko formet bhi kiya hai lekin phir bhi is se masla hal nahi hua.please solve my problem.ke main is ko kese chala sakta hon.
mere pass kingston 2.0 gb ki usb hai jab main ismain koi cheez copy karta hon.woh cheez is main copy nahi hoti.main ne is ko formet bhi kiya hai lekin phir bhi is se masla hal nahi hua.please solve my problem.ke main is ko kese chala sakta hon.
usb main copy nahi hoti ya usb main copy ho jati hay mager usb dobara laganay say us main nahi hoti.?????????????????
us main copy ho jati hai lekin jab us ko dubara open karta hon phir us main nahi hoti.
bhai sahab ap sub se pahle ye bataen kay copy karte waqt kya error ata he
ho sakta he kay apki usb ki storage size crupt hogaya hoga kidly error ka screen shots bataen
koi error nahi aata jo cheez copy karta hon woh ho jati hai.lekin jab main is ko utar kar dubara lagata hon us main koi cheez nahi hoti.aur jab main is main koi viseo copy karta hon woh bhi nahi chalti.
sorry jnab is ka koi hal nahi siwaey is k ap is main kam se kam data dalain aur wo folder k bagair inshallah kam data aur folder k bgair data dalne se ye ap ki thori thori madad kar skae gi.. kiun k ab ye crupt ho gai hay lekin fully tor per nahi... ye trick use karain... thoray data main kam aaey gi... shukriya
Ho sakta hai k aap ki USB aur PC mein virus ho aur woh us file ko hide ker deta ho. Aap DOS mein jein aur yeh command de dekhein k copy ki hoi files hein k nahi
Drive name:\>dir/ah
bhai agar mere computer main virus hai to us ke liye konsa antivirus istamaal karon ke virus khatam ho jay.
agr tasali hi karni hay to avast use krain.
Bookmarks