MAQSOOD HASSAN said:
Assalam o alaikum
janab mein ne app ka sawal do bar dekha hai but yeh to bahut hi asan hai bus app ko kuchh yon karna hai
keh app ne country / india
2 cable
frequicy
kar k search karna hai app ka masla hal ho jaye ga
mazeed maloomat ke liya app next time mujh se rabta kar sakte hain
khuda hafiz
bhai mai apke sath agree nahi hun q k ab jo latest Alpha TV card aye hai unki setting pk requiency mai hoti hai na k india mai khair bhai aap 2no method ker k dekh le mean aap apni setting pakistan rakhe problem solve ho jaye gi
Bookmarks