itd management se sawal hai k yahan pe kuch din pehlay kuch games k new thread daikay thay laikin ab wo nazar nahi aa rahay,for example,

virtual tennis4 ka aik thread tha wo ab nazar nahi aarah jis k maina 2 links download bhi kr liye thay ,kya itd management iss ka secret bata sakti hai