![]()
Allah sy Dua hai k ap sab dost Khairiat sy hon....Maira ye masla hai k maine MBA finance kia hai 2010 may
....Achi job milna aj kal wysy mushkil hai. maine socha hai k main CSS kar lyta hon
. main Chahta hon koi aysa banda jo CSS sy wabasta ho mujy gauide kary kk main kysy CSS kar target Achieve kar sakta hon
. Rehnumaee farma kar Shukria ka moka dy
Bookmarks