Janab mujhay yeh pochna tha keh video editing kay liya jo background music aur animated video clips lagtay hain woh pakistan kay kis shaher main aur konsi dokan say mil jain gay. kiyoun keh mujhay pata nahin hay.
Please help me.
Janab mujhay yeh pochna tha keh video editing kay liya jo background music aur animated video clips lagtay hain woh pakistan kay kis shaher main aur konsi dokan say mil jain gay. kiyoun keh mujhay pata nahin hay.
Please help me.
Tamam baray sheroon main, Karachi, Lahore, Islamabad. Rahee dukan ki baat to ye main aapko search karkay batata hoon.
Background music aur videos to aap ko khud select karnay hongay. Aap ko wo software chahaey jis ki madad say ye kam anjam dia jaey. Aap cyberlink ka power director 7 ka trial version use kar kay dekhan, agar pasand aey to kharid len ya ghar baithay download ki payment kar den.
http://www.cyberlink.com/multi/products/main_4_ENU.html
agr pasand na aye tu batain aap ko yahein see software section see free version mil jaye ga aap ko khareedny ki bhi zaroorat nahi hia shukriya
waisey intervideo aap ke driver cd main ho ga free hota hai mostly motherboards ke cd ke sath nahi tu aap software section main Request karein gey tu aap ko Full version bhi mil jaye ga Thanks
Please sir batain keh kahan say main is ki cd mangwa sakta houn downloading main time kafi lagta hay aur yeh keh light ka masla rahta hay kiya yeh ulead media studio say behter hay.
Tell me emidiately.
Anyway thanx to you for this nice reply.
bhai win xp ka apna aik video maker hei wo bouht esan hei...try ker it will bi done
janab ulead sab see behtar hai aap wohi le lein shukriya
Bhai Koi Ulead Ka Link Ya Software De Day
Thanks
nice niqas bahi
Thanks Great Brother
Bookmarks