yaar window ki cd kis tarha write karty hai kya karna perta hai aur kese es ko bootable bnate hai. pls es ka sara tariqa bata dy market se koi bhi achi window nhi milti sab local he bana rhy hai.
yaar window ki cd kis tarha write karty hai kya karna perta hai aur kese es ko bootable bnate hai. pls es ka sara tariqa bata dy market se koi bhi achi window nhi milti sab local he bana rhy hai.
[SIZE="5"]Always Think be Positive.[/SIZE]
Is k lye aap ke pass Windows ki eik CD ya DVD hone chahye. Nero install kerein aur phir CD/DVD ko optical drive mein insert kerein aur phir
1) CD to Cd copy ker lein aur phir balnk CD insert ker k copy ker lein
2) Windows ki CD/DVD ka ISO bena lein aur phir is ISO ko burn ker lein
Bookmarks