Aslaam-o-alaiykum umeed hai sab dost thik hon gaiy.jnab muje 1 dost ki shop k liye 1 poster banwana hai koi achi c desining k saath main ne 1 bnaya hai lakin muj se acha nhi bana kia koi dost isi tarah ka achi desining ka muje bna k de sakta hai us pe b sab yahi likhna hai jo is pe likha hai haan aap words ko apni marzi se set kar sakty jese aap ko acha lage jpeg formate main chaye . main 1 pic atach kar raha hoon us pe jo likha hai wahi likhna hai
Bookmarks