sir html ka thora bohat ilm hey maslen ye ke tegs istemal ker key aap paragraf ko bold italik or hedding waghera ker saktey hein image bhi tags ko use kertey howe rakhtey hein mager ye nahi maloom ke website mien ye sub kesey add hoga.mera kehne ka matlab he ke html ko jab save kia jata hei to browser ke icon ki shakal meinsave hota hey lekin us ke baad is ko website per kesey apply kerna hey ye nahi maloom .ager aap koi aisa tutriol ho to batadein jis mein aasani se samajh ajai to aap ki meharbani hogi.shukriya.
Bookmarks