aurangzeb6192 said:
jazaka allah docter bahi ye jis kitaab sey aap ne jis kitaab sey hawaley diye hai yi kitaab meney bi para hai is sey pihley me bhi ghamidi ka bara madah tha lakin aik din ek dost ney mujey yi kitaab lakar di mey jab is kitaab ko para to me me ney socha kisi aalim sey mashwar karthey hai ,
me ney mufti saifullah haqani sab sey mashawra kiya to usney kaha k yi sarasar gumrah hai,
yoon me iak gumrahi sey bachgaya.....
hussain mavia said:
Mashallah Doctor bhai Allah app ko jaza e Khair aata farmain (Ameen)
joo shaks apnay 6 ft k wajood par deen nafiz nahi kar sakta woo abb humay batay gaa Islam kia hay..
Ghamdi jaysay logoon k liya Iqbal nay kia khoob kaha hay
Khud Badaltay Nahi, Quran Badal daytay hain
السلام و علیکم
اس تحریر کو پڑہنے، پسند کرنے اور حوصلہ بڑہانے کا بے حد شکریہ
[IMG]http://i263.***********.com/albums/ii150/alwaysarushing/thanks.gif[/IMG]
والسلام
Bookmarks