Aslamoalaikum,,
Mein jis room mein rehta hu waha WIFI router hamare bikul qareeb laga hua hai aur ek dam puray signal atay hain lakin mein jab bi internet connect karta hu 10 minutes bilkul chalne k baad LIMITED ACCESS ka sign aa jata hai aur internet band ho jata hai..phir us k baad Troubleshoot karna parta hai ya restart kar k dubara chalana parta hai...agar meri yeh problem solve kar di jaye to boht meharbani hogi....
Error ki pic attach ki hai maine...
Bookmarks