nazar mai zulmat badan mai thandak jamal kitna ajeeb sa tha,mai ous ki chat mai ghar se nikla tu haal kitna ajeeb sa tha,na mai ne ous ko khatoot likhay na ous ne meri panah chahiduwao ko apni bay basi pe malal kitna ajeeb sa thwo apni raato mai chand dheke mai apni raato mai ous ko sochobadltay lamho mai soch k ye visal kitna ajeeb sa thasafar akelay he kaat lo gay mai ne poucha tu roo diya wo ,sawal kitna ajeeb sa thajawab kitna ajeeb sa tha
Bookmarks