bhai aqeel mohsin naqvi un k bety ka nam hai ap sirf syed mohsin naqvi shaheed likhein jesa k sab janty hain
bhai aqeel mohsin naqvi un k bety ka nam hai ap sirf syed mohsin naqvi shaheed likhein jesa k sab janty hain
Veryyyyy Goood frhan bhaiiii........
[SIGPIC][/SIGPIC]
Ability Can Never Remain Hidden.
LO bhai suno...
(salam)
Yazeediyat(lanat) ko ye wehm q hai k sirf ek din hisab hoga??
HUSSAIN(as) say jo jahan bhi uljha wahin pay khana kharaab hoga!!
Wo mouj mein hai jis ko mila hai gham-e-HUSSAIN(as)
Qasr-e-iram tu is k liye sang-o-khisht hai!
Jis saltanat pay raaj hai meray HUSSIAN(as) ka..
Oss saltanat ka aik jazeera Bahisht hai!!
Shuja'at ka sadaf menara-e-almaas kehtay hein
Ghareeboun ka sahara baykasoun ki aas kehtay hein
Yazeedi(lanat) sazishein jis k alam ki chaaoun say lerzein
Osay arz-o-sama walay sakhi ABBAS(as) kehtay hein!
Allah(swt) Shaheed Mohsin Naqvi k darjaat mein izafa karay. I've heard his son Aqeel Naqvi. MashaALLAH(swt) he is now close to the level of Shaheed Mohsin Naqvi in masaeb and inshaALLAH(swt) will improve, with Allah(swt)'s will, in fazael too.
Feamaannillah!
[FONT="Arial Black"]suno Abbas bhaaai[/FONT]
Ya Baab-e-Hawaej meri touqeer berhaday
ABBAS(as) katay hathoun say taqdeer banaday
Sallam Ya HussAin(a.s)
Badhti hai barhami si zara noor-e-ain mai
Milta hai izteraab yunhi dil kay chain mai
Sailaab daikhta hon toh aata hai yeh khayal
Paani bhatak raha hai talaash-e-Hussain mai
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*
Bookmarks