Buhat shukriya Brother
Buhat shukriya Brother
niqash bhai mein aap ka fan hon aap ne hamesha meri help ki he us ke liye thank you so much aur ALLAH aap ko aur tarqi de aap ke bare mein jaan kar bhut khushi milli dil ko sakoon aagya niqash bhai & syeda sobia shah naz ALWAYS BE HAPPy thankx
Buhat Buhat shukriya Rashid Brother aap ki Muhabbat ka so nice of you aap bhi Mashallah hameesha khush rahain aur apni sharing kartey rahain ITD par
Take care
Thanks Sobia Naz k aap ne Niqash ki zindagi k taqreeban har pehloo par sawal kiye aur Niqash ne bari khoobi se jwab b diye(as usual Weldone Niqash).
Maine bohat pehle iss forum par register ho chukka thaa lakin visit kabbi kabaar hi karta tha, aur posting b kabi kabaar hi karta thaa. phir ek roaz maine jab iss forum ko open kiya to har post main muje Niqash ka naam nazar aya, muje justojoo howi k ye kon saahib hain jo itne talented hain aur inn k baare main janneny ki koshish b ki, ek do baar Niqash se chat b ki. Niqash k Elm se hi mustafeed hone k liye iss forum ka hi ho kar reh giya.
aur inn ki hi dekha dekhi ab posts b karne ki koshish karta hoon, lakin mera mehdood Elm muje iss ki ijaazat nahi deta. Khiar Niqash bhai se bohat kuch seekhian gay aur phir ek dinn ham b IT Expert ho jayeen gay.
Thanks Niqash.
REMEMBER...
The shortest distance between a problem and a solution
is the distance between your knees and the floor.
The one who kneels to Allah,
can stand up to anything.
Buhat shukriya Molestn Brother aap ki Es Muhabbat ka so nice of you ye sab aap sab bhaiyun ke Duaeen hain Mery sath aur inshallah aap ki Dua see main younhi apny bhaiyun ke kaam aata rahon ga aur apny knowladge aur un ke knowladge main Ezafa karta rahon ga
Buhat khushi howi aap ke Post parh kar shukriya
آسلام علیکم نقاش بھایی! بہت خوشی ہویی آپ کے بارے میں جان کر۔ آپ کے جواب دینے کا سٹایل بہت پیارا ہے۔ بہیت پیار سے سمجھاتے ہے آپ پوچھنے والے کو۔ اللہ تعالیٰ آپ کو اس کا اجر دے۔ آپ سے ایک گذارش ہے کہ ہمیں پتہ ہے ابھی اپ کی ذمہ داری بڑھ گیی ہے لیکن کہیں آپ بھی ایی ٹی کنگ بھایی کیطرح (آسک این ایکسپرٹ) سیکشن چھوڑ نہ دے۔ کیونکہ اُدھر آپ کی بہیت ضرورت ہے۔ دوسرا آپ سے ایک سوال کرنا تھا اگر آپ کی اجازت ہو۔سوال یہ ہے کہ آپ نے بتایا کہ اپ نے انگلینڈ میں بھی کچھ وقت گذارا اور پھر خلیج میں اگیے تو یہ پوچھنا تھا کہ انگیینڈ آپ نے ایمگریشن قوانین کے وجہ سے چھوڑا یا اپ کو انگلینڈ پسند نہیں ایا۔ شکریہ
niqash bhai mein sharing to karon par samjh mein nahe aata kiya karon sab kuch to yahi mill jata he lekin INSHALLAH mein ek esa project bana raha hon jis se aap sab khush ho jao gai thankx
very nice naqash good Qz & nice Ansz tayyar renha mera bhi 1 round hota hay eis silsilay main
Buhat Buhat shukriya aap ka Brother aur Inshallah Main yonhi ITD par rahon ga aur ITKING inshallah wapis aajayein gey i think kahein Busy hon gey wo neway aik Dosrey ki Helo Karna hum sab ka Farz hai
aur raha aap ka sawal Tu Brother main nee London ko Es liye chora ke kuch Family Problem ki waja see Mujee Pakistan jana para jis ke waja see Mein Dobara wahan stay na kar saka aur Mujee yahan see Acchi offer mil gai Likin inshallah phir jaon ga wapis .........
Thanks Brother
acha laga jaan ker
thanx
Bookmarks