brother window 7 main awaz ruk ruk kar ati hai aur meray pas task bar main 2 icon show ho rahay hain mainn ne audio latest version download kar ke manualy instal kia taha pehlay awaz thek a rahi thi ab thek nahi a rahi .main ne uninstal kar ke be new instalition ki hai par thek nahi a rahi .awaz ruk ruk kar aur sath tak tak ki awaz ati hai main ne plug wagira bi thek chak kar ke lagay hain .snap shot dakin .
Bookmarks