Mere pc min boht virus a gia hai koi be file open krun to error a jata hai pc bar bar restart ho jata hai kbi koi software open ni hota crupet ka msg e.t.c
Help me
Mere pc min boht virus a gia hai koi be file open krun to error a jata hai pc bar bar restart ho jata hai kbi koi software open ni hota crupet ka msg e.t.c
Help me
Bhayee ap ne yeh nahi bataya ke apa ke pass antivirus he agar he to kosna wala he. any way aap koye acha sa antivirus isntall karien free wala Avast bahtar he us ko scan chalien aur virus remove karein. agar masla hal na ho to full format kar ke window install karien us ke bad jub window instal ho jaye to baghier software aru c drive khulein acha antivirus isntal karien thne scan karien us ke bad baki software aur driver isntal karien
Yeh thread visit kerein
http://www.itdunya.com/t342235/
Aur waisay ap ne konsa Antivirus install kya hoa hei?
First scan karen agar scan ho sake to with Avast, wagarnah first windows karen aor koi bhi file open kiye begair sari drives ko scan par lagaden {windows karne ke baad avast download karke install karen}.
~* W@R T!ll D3@t|-| *~
~* I'll Win Not Immediately But Definitely *~
hm
Mere payre bhi mere Pas koi be Antivirus install ni hai es waqt Agr mai sare hard ko formate kar don to mere data waset ho jie ge 80gb ka es lie esa ni kar sekta min window to roz karta hn xp boht tang hon es waqt koi Allha ka banda mere foren Help karen.?
Mein ne tu aap ki help kerne ki koshish ki hei, lakin aap us pe amal nahi kerna chatey tu aap ki marzi.
Bro pareyshan na ho..
Aap ka masla hal ho jaye gaaa..
ayedin yeh masley members post kartey hain..
Q: yeh masley kiyu atey hain >
A: Kiyun k unhoney ney koi acha antivirus install nahi kiya hota agar install kia hota hai to is deactive kardeytey hain takey crack kiye hueey software challaney mein asani ho .
per nuksan user ka hi hota hai.
Cracking k barey mein bata to nahi sakta lekin masla zaroor hal ho jaye gaa..
aap bus thodi si kosish karlo.
jo bhaiyo ney aapko mashwara diya hai bohot acha hai amal karo masla hal hojayega..
aur data bachaney ki baat hai to ussey kisi cd mein write kardo kisi usb mein save karlo ya phir net per kissi uploading site per upload kardo...
Yad rahe dubara data copy karney sey pheley scan karleyna..
aur jald az jald amal karlo kiyun k bad sector atey der nahi lagti
Windos dobara karo. Disk formet kar key
sab kuc format kardo or Windows new karlo I think ye hi sahi hoga.
jo apko mashwara diya hai users ne , us per amal karo .. Aur koshish kerna kay pehlay live antivirus cd say boot scanning kerlo aur poori hard ko bhi scan kerlo . Phir apki marzi kay pehlay window install kerlo aur foran hi sath uskay acha sa antivirus softwares install karo.
Bookmarks