main 4 shared per 10mb se zayada ki files upload nahi kar raha pata nahi kyun agar zayada ki files upload karoon to full honay k baad status main "checking MD5" likha hua aata hai aur us k baad upload failed aa jata hai plzzz is ka hal batayain main ne apni website banai hai ab sirf data upload karna re gaya hai lakin ye problem aa rahai hai main 4 shared ka uploader use kar raha hoon aur haan pehlay transfer rate 350 se 400kbps tak hota tha lakin ab 16 se 230 kbps k darmiyaan hai plzzz koi hal batayain
Bookmarks