Mujhe HTML seekhna hai, Kya koi bahi html course urdu main yahan share kar sakta hai?
Mujhe HTML seekhna hai, Kya koi bahi html course urdu main yahan share kar sakta hai?
i want also learn this course
M Arslan Bhatti
arslana aagar aap ko mila to plz mujhe se share karna.
haan haan bhai kyun nahi
kya kisi ko nahi pata????????????/
bhai jaan app dono ghalat samjay hain main ne Afridi bhai ko Pm kia hai is silsily mian jab wo mujay jawab dain ge to pher main kuch karoon ga
maray pass kuch basic couese hai is ka wo bhi urdu main bas wait karain msg mila to main foran share karoon ga
sorry
chalo acha hai thori dair k liye to kush hue
Bookmarks