Salam brothers, meray sath aik masala hua hay.woh yay kay may apna hard disc format kar raha ta to us may mera sara data format ho gaya.ab may file recover software say woh data recover kar raha ho.to woh saray folders aur file show ho rahay hay likin jab may recover click karta ho to srif khali folder recover hojata andar kuch nahi hota.to plz agar kisi ko sahe tareqa maloom ho to batye.shukria
Bookmarks