Last edited by Adeel; 17th April 2013 at 11:01 PM. Reason: Page updated in urdu.created by silentjan bhai.
Hummm Welcome
ماشاءاللہ کافی زبردست سلسلہ شروع کیا ہے آپ نے۔
آج کل کافی نوجوانان جو کالج یونیورسٹی میں تعلیم حاصل کر رہے ہیں ان کا رجحان سی ایس ایس امتحانات کی طرف جارہا ہے۔
اس بارے میں باقاعدہ رہنمائی کی ضرورت ہوتی ہے۔اگر آپ اس کے بارے میں رہنمائی کرنا شروع کریں گے تو آپ ایک بیج بو دیں گے جس کا پھل کل پاکستان کھائے گا۔
Is Imtehaan K Liay Bunyaadi Zururiat. (Basic Requirements for this Exam. )
Ab aatay hain is imtehaan ki bunyadi zaruriat ki tarf jo is imtehan main zaahir honay k liay zaroori hain.
Yeh imtehan her February main hota hay.
Pehla paper February k aakhri haftay ( Saturday ) ko hota hay.
Is imtehan k liay kam Say kam Taaleem B. A honi chahiay.
Chahay 2nd division ho.
Age kam say kam 21 Saal aur zyada say zyada 28 Saal honi chahiay.
Government job ho tu 2 Saal ki age relaxation di jaati hay. Yaani 30 Saal tak age bhi ho tu exam dia jaa sakta hay.
Last edited by Imaginations; 20th April 2013 at 02:54 PM.
Dear Imaginations
I am Government Employee. Main ne to suna hai balkay mera ek colleague b hai jis ne CSS k exam diye hain us ne b bataya hai k government employee honay ki sorrat main Age relaxation 2 years ki hoti hai yani k 30 years tak. Ap kah rahe hain k 5 years ki relaxation hoti hai. Please guide in this regard. Mera Domicile Karachi ka hai.
janab css ka kiya faida he?
Jazak Allah mujhy rehnomai ki zaroorat hy.
nice
Maximum Age for CSS is Limit 28 Years
and maximum relaxation is of 2 years only...
Only For Baluchistan, FATA, KPK Candidates
Only For Disables Candidates, Buddhist, Christians...
Ap bilkul thik keh rhay hain. 30 saal he age limit hay govt employees k liay. PMS k liay last year age 31 saal thi , PMS Punajab ki.
Mere Bhai ! CSS ko urf e aam main mukaablay ka Imtehan kehtay hain hain . Is say officer bharti kiay jaatay hain. Is k through saari jobs 17th grade ki hoti hain. Aur yeh saaray A.C , D.C.O , ASP. DPO Secretaries etc saaray basically yeh Imtehaan pass kar k he afsar lagtay hain.
Bhai is Imtehaan k hawalay say ap ko jo bhi madad ya rehnmai chahiay , ap hasil kar saktay hain.
Bohat Shuria
Ap nay Bilkul Thik Kaha.
wow nice thread ........ welll dost ye btao k is k lia kya kya requiretment h mtalb kon si degree chaheye ok hume kon kon se subjects ki tiyari krne pare gye plz tell me
Kuch requirements tu main nay already mention ki hain lekin ap ki sahoolat k liay wo dobara bta deta hoon.
Yeh imtehan her February main hota hay.
Pehla paper February k aakhri haftay ( Saturday ) ko hota hay.
Is imtehan k liay kam Say kam Taaleem B. A honi chahiay.
Chahay 2nd division ho.
Age kam say kam 21 Saal aur zyada say zyada 28 Saal honi chahiay.
Government job ho tu 2 Saal ki age relaxation di jaati hay. Yaani 30 Saal tak age bhi ho tu exam dia jaa sakta hay.
Bookmarks