Salam kiy a hall hay umed karta hoon ka aap log theek hoon ga mera aik maska hay ka main urdu ko swish main animate karna chahta hoon but pata nahi ka kaisa karoon koi meri madad karay ga . thanks
Salam kiy a hall hay umed karta hoon ka aap log theek hoon ga mera aik maska hay ka main urdu ko swish main animate karna chahta hoon but pata nahi ka kaisa karoon koi meri madad karay ga . thanks
urdu text ko gif, jpg, bmp ya kisi bhi image format main export karkay swish main import karlain aur phir animate karlain. ya swish unicode install karain aur urdu text ko direct type karkay animate karlain. is kay liay aap Win XP main urdu support bhi install karni paray gi.
salam mera yeh masla hea k mene eik site visite ki project per hea liken woh site flash me bani hoe hea internet explorer ke tharo to woh sahi kam karti hea i mean k kisi pic pe click karro aage flash me woh us ka kam dikhati hea mene save flash wala soft install kia hea us ke bad mene woh sari pic save ki hea liken woh eik file bani hea swf ab me chata hoo k us projct ko me without net challoo meri samjh me nahi aaraha k me kese is fil ko open karoo plzz tell me
Salam sheeda bhai zara tafseel sa bataoo ka urdu ko kaisay install karna paray ga xp main aur unicode swish kahan sa milay gi
sukriya
jamal007, .swf file ko aap apnay internet explorer main chala saktay hain. is par double click karain aur jab open with ka menu aaye to us main Internet Explorer select karkay OK kardain. is kalay aap .swf files ko Swish software main edit bhi karsaktay hain. aur Macromedia Flash say bhi.
amir_rfq, Windows XP main urdu install karnay kay kafi saray tutorial is forum par likhay ja chukay hain aap search ka menu istemal karain mil jain gay. Swish kay liay aap http://www.swishzone.com par raabta karain
sheeda bhai meray pas swish max hy aur is ko istimal bi kar raha hoon per wo to puri pic to animate karta hay text to nahi bckgroung wagera bi main sirf text to animate karna chahta hoon
sheeda bhi kia ham swf file ko with out internet k chala sakte hea??
Assalam-o-Alaykum sub bayioon ko, Jamal bahi hum billkul chala saktay hane swf file ko without internet ager aap nay uss swf ko download ki ho pc per. Swf file k liayay serif flash player darkaar hota hay. Ager aap nay flash ka ko e version install kia howa hay tu flash player autometically install howa ho ga.
-----------------------------------------------------------------------
Know about Gujrat http://www.aboutgujrat.co.nr
salam and thanksss mera kam hogaya again thankss Allah Hafiz.
Ager Inpage Urdu mein Urdu Likhrahey hein to pehle usko EPS format mein Export kerein aur Phir Swish mein EPS file ko Import kerlein....
GIF,BMP,JPEG mein Export kerke aap Text ko Select nahin kersaktey aur na hi Animate kerwasaktey hein....
Not Allowed :Team ITD!![/B][/URL]
export nahi karta kiya karoon
Bookmarks