dosto may nay net say winrar download kia jab may nay is ko open kia to is may likha tha asad computer yani pic par likha tha meri ye samjh nai aa rahi k is nay winrar may pic kis tara lagai hy aur aik baat jo gta chowk azam hy is ka link bi itdunya may hy jab is ko extaret kartay hy to is nay bi is may pic lagai hoi hy plz help me urgent
Bookmarks