Aslam o alikum friends
Dosto main window xp use kerta hoon. Aur is main main movie maker use kerna chahta hoon., lekin is ka apna movie maker bekaar hai. Jab song aur picture ko apni marzi se add ker leta hon baad main movie file ko save kerne lagta hon tu kabi kabaar 24 hour time maang leta hai kabi kabaar tuwase e movie maker exit ho jata hai main movie ase simple sib nana janta hoon., jase ky song ky aagy pictures add ker li aur bus ase hi, muje koi btaye ky konsa movie maker use keron yaar koi acha sa kkia new instaal ho jata hai is window main,
Aur ager ho jata hai tu kis web se, muje btana yaar ager ksii dost ko pta hai tu, ok advance mein shukria, apne iss dost ko dua mein yaad rakhna ji, ok Allah sub pe apni Rehmat kare.
Bookmarks