bhay main apne pc main kaspersky ke trial ko reset karna chahta hoo.
Lekin aap ne jo software share tha wo install to ho jata he lekin open nahi hota. Agar us ko net se open karain to bhi samajh nahi aata. Please dobara tafseel se bata dein ke kya karo . Aap ki bari meharbani ho gi.
Bookmarks