salam
Mare system Main New folder virus a gya hay
our tools main folder option bhi katam ho gya hay
mujhay us ka antivirus chahaya plz
thanks
salam
Mare system Main New folder virus a gya hay
our tools main folder option bhi katam ho gya hay
mujhay us ka antivirus chahaya plz
thanks
°·.?.·°.I LoVe yOu.°·.?.·°
Use Nod32 Antivirus
Believe! U Can...!!!
thanks niqash bhai and taqi bhai
NOD 32 mare lya acha nai hay
bhai aap aisa karien go to start menu click run type this text regedit phir follow karein click karte jain 1.hkey_current_user phir softwear par click karke phir microsoft par double click karke menu open hone par windows par double click karke currentversion par double click karke menu open hone par run par double click karke right side menu mein se sab registry delete karke phir my computer mein jakar search par click karke yeh type karke search *.exe karke udhar aapko jo bhi folder nazar ainge wo delete kardein aur windows new karein
Aap Bit defender Antivirus istimaal karien
PANDA antivirus acha he bhut bhut acha he har cheez se chotkara mill jai ga
koi faraq nai para mujhay sara system scan kar kay window dobara instal karni pari hay
but app logo ka bohat bohat shukrya
thanks a lot
salam:
(note:yeh jo main neche batane wala hoo is se pehle hard disk ke kisi bhi partition ko na khole.)
app sab se pehle new window install karain phir my computer kholl le
phir tools main ja kar folder options main ja kar view main ja kar hidden files and folders main show hidden files per click karain is kai neche do options.
1.hide extention for known files type.
2.hide protect operating system files.
per se tik hata dain.
is ke my computer main upper ke toolbar main folder tree ka option hoga ise khoole phir side main aik window khool jaye gi ab harddisk ke har partition main ja kar jo virus ke folder hai jaise.
1.new folder.
2.explorer.
3.autorun.inf
4.smss.exe
5.lsass.exe
6.funny scandal virus.avi.exe
in main se jo bhi ho ise shift+delete ke sath delete kar dain.
phir restart kar dian.
duawaao main yadd rakhna.
Allah Hafiz
Bahi jan app ca antivirus use karain meray pc main bhi yehi virus aya tha main nay iss ko ca antivirus say remove kiya hai.but antivirus ko update zaroor karna.
try to solve it with Winrar
No Signature : ITD Os Yakh Shwae?
Bookmarks