Agar mere paas already koi software or handler download ho aur wo main it dunya pe dena chahoon to os ka tareeka kya hoga...
2uri baat main agar kisi ko koi link deta hoon to mein likta hoon ''Visit this'' is k saat main agar kuch aur likha ho kisi ko samjane keliye to phir wo b os k saat select ho jata hai aur wo b link jaisa use hota hai matlab koi click kare to sb pr 1 saat click hota hai main chahta hoon k sirf jis k saat main ''visit'' or ''download'' likha ho wo sirf click hone pe visit ho na k maine apni koi aur baat likha ho kisi ko samjane keliye wo b os click k saat vist ho.....
Bookmarks