Assalam o Alaikum.
mere pass ek 8gb or 2nd 16 gb ki usb hai kia mai inhe as hard disk k toor pe use kar sakta hon ir kese?
mere pass pehle just 40 gb ki hard lagi hoi hai.
pls reply soon.
Assalam o Alaikum.
mere pass ek 8gb or 2nd 16 gb ki usb hai kia mai inhe as hard disk k toor pe use kar sakta hon ir kese?
mere pass pehle just 40 gb ki hard lagi hoi hai.
pls reply soon.
Bro Wait Karen Kisi Expert ke Reply kaa
Bhai i thnk u cant use usb like ur hdd but agar apni data usb maih dal daih or usb ko computer k 7 connect raky to wo is tarah ek harddsk ka kaam kar sakta hai.
ye ta sub ko pta hy is main nai kon si bat hy janab
Bhai it is not possible
dear,
aap shayad yeh poochna chahty hain k kya usb ko hard disk k taur per istamal kia jasakta hi k nhe , for example , windows instalation k ley??
is it??
to dear,
basicaly usb aur hard disk main farq yeh hi k usb ke data shifting ke speed bohat kam hoti hy hard disk ke nisbat, iss ley usb per windows instal karna possible nhe hi, ya useless hi, filwaqt koi aisa tareeqa nhe hi k ap usb pe windows install kar sakyn, aap apni usb ko as ty or removable storage drive, memory booster aur bootable windows instalation k ley use karsakty hain,
agar koi aur sawal aap k zehn main hi to plz tafseel k sath poochain,
ap mera Q nahe samjhe,meri hard disk 40 gb ki hai or mai ospe,corel draw,adobe,switch max,inpae,auto cad jese soft ware use karna chahta hon,koch software abhi use kar raha hon or koch use karna chahta hon os k liye keje pocha hai k mere pass jo usb hain kia mai unhe hard disk k toor pe use kar sakta hon kio k hard to already kum hai or software ziada hain.
window installation ka koi lena dena nahe muje.
Bhai ye khud install kar k dekh lo USB mai... Apko khud hi pata chal jaye ga...
dear, mujhy bohat afsos k sath kehna parr raha hi k aksar dost itdunya pe jab kuch poochna chahty hain to apna question clear nhe karty first time main, to dear, jab aap apna question itdunya k doston k sath clear nhe karo gy koi kesy jaan saky ga k ap kya chahty hain,
any how
mere bhai, aap ko pehly bata chuka hn, k usb ke data shifting ke speed low hoti hi, aap jo heavy softwares bata rahy ho, usb k ley mushkil ho jay ga, aap portable softwares choty moty, usb sy direct run to kar sakty ho, but jb usb ko zyada dyr tar use karo gy to usb aur usb port heatup ho jayn gy,
baaqi aap ke marzi,
agar aap kisi sy agree na karyn to itdunya firends kya kar sakty hain,
problem sloved?
usta g ap ko Q samajh na aey ab mera kia fault hai,mene pehle he clearly pocha hai,ap ka mind upset hai mene Q clearly pocha hai.
Bookmarks