میرا مسلہ حل کریں
میرا مسلہ حل کریں
behtar hay kay inpage kay urdu text ko chhoti chhoti gif files main export karlain aur phir Web Page Maker main in gif ko add karlain, is say fonts bhi sahi rahay ga aur Website viewers ko koi extra font install karnay ki zaroorat bhi nahi rahay gi.
agar try hi karna hay to
Control Panel - Regional & Language settings - Languages Tab - Details - Advanced - Extend Support of advanced text services in all programs ko click karain. urdu aur arabic font bhi install karlain.
Web Page Maker kay options main Language options main ISO UniCode select karain.
بہت ہی اچھی معلو مات دی ہے
bhai mein nay sab fonts install kr liye hein,aur web page maker mein language option nahi . mein chahta houn jaisy urdupoint bni hai aisy bnai jaye wo kaisy bni ha? aur agar iss k ilawa koi acha web builder hai jis mein urdu likhi ja saky to bta dein please, aur mein inpage k font kahan aur kaisy ad kroun,aap ka matlab hai sab likh k unn ki alehda alehda gif bnaoun?
bohth achi malomat
bhai koi to btaye please
app corel draw use karo is main import kar kay layout banalo .is kay alwa app illustrator be used kar saktay ho lakin is say bhatar hai app corel use karo is do work better .... i hope.....
Web Page Maker main Page ki source ko edit karain aur yeh meta tags main yeh line add karain
<meta http-equiv="Content-Type" content="text/html; charset=utf-8" />
aur ab font "Urdu Font Asiatype" ko download karain yaha say aur instal bhi karain
http://www.quran.or.kr/urdu/font/font_unicode2.htm
aur web page makar main sahi urdu type hojaye gi.
yar uss ka mujhy pata hai magar mein nay baki sary page webpage maker mein bnaye hein na
B hai sheeda nahi hua
lagta He Isec Bhai Ka Problem Waqye Terha He.
Wellcome to all members of Urdu site ITDUNYA from Dhamp Estate.
Prince of Dhamp
Email Address not allowed ....ITD Team
bhai sheeday mein nay ye b kar k dekh lia but mnahi hua please please mera msla hal kro(
Bookmarks